SEARCH RESULTS
Showing search results for "qil.a-e-taariik"
Ghazal MATCHES FOR "qil.a-e-taariik"
Ghazal
kahii.n ruke.nge to taariq-'na.iim' dekhe.nge
safar me.n kyaa ko.ii zaad-e-safar banaayaa jaa.e
Tariq Naeem
Ghazal
kuchh apnaa dard hii 'taariq'-na.iim aisaa thaa
baGair mausam-e-girya bhii ham Gazab ro.e
Tariq Naeem
Ghazal
ajiib log hai.n 'taariq-na.iim' shahr ke bhii
ye tiir-e-hijr dilo.n me.n niyaam karte hai.n
Tariq Naeem
Ghazal
tuu apne Gam se hii KHaalii kahaa.n hai ai 'taariq'
jo tere paas kabhii aa ke baiTh jaate ham
Tariq Qamar
Ghazal
kaun ye pursish-e-ahvaal ko aayaa 'taariq'
lab hai.n KHaamosh magar diida-e-nam bolte hai.n
Tariq Qamar
Ghazal
amiir-e-shahr ko bhii qatl kar gayaa 'taariq'
faraaz-e-daar pe aa ke ye muskuraanaa miraa
Tariq Qamar
Ghazal
jaise mumkin ho in ashko.n ko bachaa.o 'taariq'
shaam aa.ii to charaaGo.n kii zaruurat hogii
Tariq Qamar
Ghazal
'taariq' ye dil bhii hai KHat-e-taqdiir kii tarah
ham KHud badal ga.e ise badlaa na jaa sakaa
Tariq Qamar
Ghazal
aur phir dil kaa kahaa maan liyaa thaa 'taariq'
ik yahii kaar-e-nadaamat thaa jo kar baiThe hai.n
Tariq Qamar
Ghazal
jab mire zaKHm mahakte hai.n to 'taariq'-saahab
ibn-e-dauraa.n kii masiihaa.ii buraa maantii hai
Tariq Matin
Ghazal
jahaan-e-haasil-e-kun Thiik hai magar 'taariq'
mujhe banaanii hai duniyaa-e-ra.ng-o-buu ko.ii aur
Tariq Qamar
Ghazal
ye shahr-e-KHud-nigaraa.n hai nikal chalo 'taariq'
har ek shaKHs hai apne hii KHadd-o-KHaal me.n gum