SEARCH RESULTS
Showing search results for "qillat-e-siim"
Ghazal MATCHES FOR "qillat-e-siim"
Ghazal
Farooq Banspari
Ghazal
Naresh M. A
Ghazal
sambhal kar zaraa naaz-o-aGmaaz kiije
hasiino.n kii duniyaa me.n qillat nahii.n hai
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
jis kaa e.azaaz tire dar kii gadaa.ii ho use
umr-bhar KHuu-e-zar-o-siim kahaa.n hotii hai
Sarwar Arman
Ghazal
'raahii' 'azaab-e-aagahii mushkil thaa is liye
duniyaa me.n justujuu-e-zar-o-siim kii ga.ii
Riaz Rahi
Ghazal
mard-e-darvesh kaa sarmaaya hai aazaadii o marg
hai kisii aur kii KHaatir ye nisaab-e-zar-o-siim
Allama Iqbal
Ghazal
sab kuchh allaah ne de rakkhaa hai maal-o-zar-o-siim
hai.n magar ahl-e-duval aql-o-KHirad ke muhtaaj
Shauq Bahraichi
Ghazal
kyaa kaam hame.n maal-o-zar-o-siim se 'shaahid'
ham ahl-e-suKHan ahl-e-qalam ahl-e-zabaa.n hai.n
Hafeez Shahid
Ghazal
mehr-e-tal.at zohra-paikar mushtarii-ruu mah-jabii.n
siim-bar siimaab-tab o siim-saaq o siim-tan
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
qillat-e-ashk ab kabhii hogii na 'umr bhar hame.n
ham ne KHushii ke shauq me.n itne to Gam kamaa liye
Mannan Bijnori
Ghazal
naahaq KHaraash zaKHm kii detaa hai ziinate.n
kartaa hai shaana zulf-e-but-e-siim-tan durust
Naseem Dehlvi
Ghazal
sukuun-e-dil kii talab me.n ta.Dap rahaa huu.n magar
asiir lazzat-e-duniyaa-e-siim-o-zar me.n huu.n
Sarfaraz Bazmi
Ghazal
ai siim-tan tujhe gul-pairahan kahaa jaa.e
ki aaftaab kii pahlii kiran kahaa jaa.e
Arshad Nazar
Ghazal
Thahre hai.n zar-o-siim ke haqdaar tamaashaa.ii
aur maar-e-siyah ham ne dafiine se nikaalaa
Iqbal Sajid
Ghazal
ik KHvaab zar-o-siim se ghar bhar ga.e saare
ab ko.ii yahaa.n nii.nd kaa maaraa nahii.n hogaa
Abrar Ahmad
Ghazal
zar ho to haath aa.e.n hasiinaan-e-siim-tan
sayyaad kaa shikaar hai mauquuf daam par