SEARCH RESULTS
Showing search results for "qillat-e-siim"
Nazm MATCHES FOR "qillat-e-siim"
Nazm
husul-e-azadi ki diqqaten
leadero.n se ho.nge va.ade KHil.at-o-in.aam ke
qillat o kasrat kaa ha.ngaama uThaayaa jaa.egaa
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
ahsan taqwim
aivaan-e-zar-o-siim me.n mahshar hu.aa barpaa
KHaa.if hama-tan lashkar-e-shaddaad hai ham se
Bebak Bhojpuri
Nazm
yaaden
chaav.Dii phir ga.ii aa.nkho.n me.n javaanii kii tarah
kuucha-haa-e-sanam-e-siim-tanaa.n yaad aayaa
Kamil Chandpuri
Nazm
ek nazm
tuu ne bechii hai sar-e-aam javaanii apnii
gudgudaatii hai zar-o-siim kii jhankaar tujhe
Qateel Shifai
Nazm
raqqasa-e-auham
shaadaab hai din-raat Gariibo.n ke lahuu se
arbaab-e-zar-o-siim kaa gulzaar hai aalam
Bebak Bhojpuri
Nazm
ek minar gira
jis kii tanviir ne zarro.n ko 'ataa kii taabish
jis kii taqriir ne to.Daa hai tilism-e-zar-o-siim
Qamar Raees
Nazm
aaj ki baaten kal ke sapne
be-zarii apnii sadaaqat ko parakhtii hii rahii
tal gayaa husn zar-o-siim kii miizaano.n me.n
Qateel Shifai
Nazm
koi rang dil pe chaDha nahin
ye tumhaare reshmii taar hai.n
ye tumhaarii sozan-e-siim hai
Moeen Nizami
Nazm
tumne likkha hai
tum zar-o-siim kii miizaan me.n tul saktii ho
pyaar biktaa nahii.n chaahat kaa ko.ii mol nahii.n
Prem Warbartani
Nazm
sabaat ek taghayyur ko hai zamane mein
apnii jebe.n TaTole.n
to sikke hamaare zar-o-siim ke
Anwar Shamim
Nazm
KHuni qila
diye lahuu.n ke farozaa.n kiye hu.e har taaq
hai jin ke saamne KHiira talaa o gauhar o siim
Wamiq Jaunpuri
Nazm
nazm
Nazm
qublai KHan ka KHwab ek fiqra coleridge ki tarz par
pattaa pattaa buuTaa buuTaa she’r-o-fan
jalva-gaah-e-teG-e-dast-e-siim-tan
Aalim Akhtar Jaazib
Nazm
ye baghawat hai
ab jo uThaa hai to ba.Dhtaa hii chalaa jaa.egaa
ye zar-o-siim ke tuudo.n se nahii.n ruk saktaa
Tasadduq Husain Khalid
Nazm
aaj aur kal
aaj aflaas ne khaa.ii hai zar-o-siim se maat
is me.n lekin tire chillo.n kaa ko.ii dosh nahii.n
Qateel Shifai
Nazm
mera watan
baKHt bargashta aarzu.e.n bahut
havas-e-siim-o-aaj nai maaraa