SEARCH RESULTS
Showing search results for "qissa-e-gesuu-o-qad"
Ghazal MATCHES FOR "qissa-e-gesuu-o-qad"
Ghazal
qissa-e-daar-o-rasan yaa qissa-e-gesuu-o-qad
kuchh to chhe.Do vaqt bhii hai rang par mahfil bhii hai
Rahi Shahabi
Ghazal
aashiq-e-gesuu-o-qad tere gunahgaar hai.n sab
mustahiq daar ke phaa.nsii ke sazaa-vaar hai.n sab
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
yaad-e-gesuu-o-qad-e-yaar liye phirte hai.n
ham kahii.n ho.n rasan-e-daar liye phirte hai.n
Mohammad Ali Taj
Ghazal
Tilok Chand Mahroom
Ghazal
kyuu.n asiir-e-gesuu-e-KHam-daar-e-qaatil ho gayaa
haa.e kyaa baiThe-biThaa.e tujh ko ai dil ho gayaa
Abul Kalam Azad
Ghazal
shamiim-e-gesuu-e-mushkiin-e-yaar laa.ii hai
sabaa u.Daa ke payaam-e-bahaar laa.ii hai
Rais Amrohvi
Ghazal
saudaa-e-gesuu-e-siyah-e-yaar ho gayaa
aazaad thaa jo dil so giraftaar ho gayaa
Radhe Shiyam Rastogi Ahqar
Ghazal
kis ko KHayaal-e-gesuu-o-zulf-e-dotaa nahii.n
duniyaa me.n kaun hai jo asiir-e-balaa nahii.n
Fazal Husain Sabir
Ghazal
ai sabaa nik.hat-e-gesuu-e-mu.ambar laanaa
ko.ii tohfa gul-o-nasriin se KHush-tar laanaa
Varis Kirmani
Ghazal
agar dilaa Gam-e-gesuu-e-yaa ba.Dh jaataa
shab-e-firaaq me.n aur intishaar ba.Dh jaataa
Rasheed lakhnavi
Ghazal
ai saa.ebaan-e-gesuu-e-KHamdaar alvidaa'
phir ham hai.n aur saaya-e-diivaar alvidaa'
Ameer Imam
Ghazal
mamnuun-e-gesuu-o-lab-o-ruKHsaar kaun hai
mujh saa shahiid-e-taala-e-bedaar kaun hai
Vafa Malikpuri
Ghazal
aaj aaraa.ish-e-gesuu-e-dotaa hotii hai
phir mirii jaan giraftaar-e-balaa hotii hai
Akbar Allahabadi
Ghazal
zaahid asiir-e-gesuu-e-jaanaa.n na ho sakaa
jo mutma.in hu.aa vo pareshaa.n na ho sakaa
Nushur Wahidi
Ghazal
taabish-e-gesuu-e-KHamdaar liye phirtaa hai
ko.ii is shahr me.n talvaar liye phirtaa hai
Sarfaraz Khalid
Ghazal
aaraa.ish-e-gesuu-e-suKHan karte rahe.nge
be-KHauf-o-KHatar KHidmat-e-fan karte rahe.nge
Lutfullah Khan Nazmi
Ghazal
kyaa dilkashii-e-gesuu-e-jaanaa.n hai aaj-kal
duniyaa ba-qaid-e-kufr musalmaa.n hai aaj-kal