SEARCH RESULTS
Showing search results for "qissa-e-naa-tamaam"
Ghazal MATCHES FOR "qissa-e-naa-tamaam"
Ghazal
dar-haqiiqat hayaat-o-maut abhii
qissa-e-naa-tamaam hai saaqii
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Ghazal
Hasan Rizvi
Ghazal
ik ishq-e-naa-tamaam hai rusvaa.iyaa.n tamaam
ugne lagii hai.n jism me.n tanhaa.iyaa.n tamaam
Zakir Khan Zakir
Ghazal
ai hijr-e-naa-tamaam masaa.il samajh zaraa
ai ‘ishq-e-jaavedaa.n tuu vasaa.il samajh zaraa
Zubair Ahad
Ghazal
Raushan Banarasi
Ghazal
nazar KHamosh hu.ii arz-e-naa-tamaam ke ba.ad
kuchh aur kah na sake ashk-e-be-kalaam ke ba.ad
Anand Narayan Mulla
Ghazal
ik harf-e-naa-tamaam huu.n aage kii baat chho.D
mai.n KHaas huu.n na 'aam huu.n aage kii baat chho.D
Majid Jahangeer Mirza
Ghazal
Fani Badayuni
Ghazal
abad se taa-ba-azal 'aks-e-naa-tamaam hai.n ham
jahaa.n ke aa.ina-KHaane se intiqaam hai.n ham
Ameer Imam
Ghazal
sharh-e-haqiiqat-e-talab-e-naa-tamaam hai
ik daftar-e-shikaayat-e-bejaa kahe.n jise
Syed Wajid Ali Farrukh Banarsi
Ghazal
jitnii jo piitaa ho pii le daur-e-jaam aa hii gayaa
qadr-daan-e-har-tamaam-o-naa-tamaam aa hii gayaa
Shadan Indauri
Ghazal
mai.n shauq-e-naa-tamaam huu.n ik husn-e-naa-tamaam
mere liye karo na kabhii aa.nkh tar chalo