SEARCH RESULTS
Showing search results for "qisso.n"
Ghazal MATCHES FOR "qisso.n"
Ghazal
sau qisso.n se behtar hai kahaanii mire dil kii
sun us ko tuu ai jaan zabaanii mire dil kii
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
qisso.n ko sach maan.ne vaale, dekh liyaa anjaam?
paagal jhuuT kii taaqat se Takraane baiThaa thaa
Irfan Sattar
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
pa.De kitaab ke qisso.n me.n kyaa karo dil saaf
safaa ho dil to ba-az rauzatus-safaa samjho
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Ameeta Parsuram Meeta
Ghazal
Mohammad Alvi
Ghazal
yahaa.n se dhuup ke neze buland hote hai.n
tamaam chhaa.nv ke qisso.n pe KHaak Daal ke rakh
Anjum Barabankvi
Ghazal
mushkil hai pata chalnaa qisso.n se mohabbat kaa
andaaza musiibat me.n hotaa hai musiibat kaa
Qadr Oraizi
Ghazal
jab aa.ii ajal phir ko.ii Dhuu.nDaa bhii na paayaa
qisso.n me.n rahe harf-o-hikaayaat to phir kyaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
kaun aise qisso.n kaa iKHtitaam chaahegaa
jin me.n terii zulfo.n kii baat aa ga.ii hogii
Yusuf Taqi
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
jannat-o-huur ke qisso.n me.n mujhe uljhaa kar
shaiKH jii aap kahaa.n chal diye maiKHaane se
Zohaib Azmi
Ghazal
Sapna Moolchandani
Ghazal
qisso.n kahaaniyo.n me.n kitaabo.n me.n hii sahii
ab bhii hamaarii duniyaa me.n baaqii vafaa to hai
Saadat Aabidi
Ghazal
mehr-o-vafaa qurbaanii qisso.n kii hai.n baate.n
sachchii baat to ye hai aisaa ko.ii nahii.n hai
Saima Esma
Ghazal
ye ahd vo hai ki merii vafaa ke qisso.n me.n
tirii jafaa kii hikaayaat bhii bayaa.n ho.ngii
Sajjad Baqar Rizvi
Ghazal
thii dast-gaah bayaa.n par magar kamaal-e-hunar
Gam-e-hayaat ke qisso.n ko Taalne me.n gayaa
Amir Hamza Saqib
Ghazal
kaun kahtaa hai ki in qisso.n ko phir dohraa.iye
dil kii aabaadii miTaa kar zikr-e-sahraa kiijiye