SEARCH RESULTS
Showing search results for "raag darbari ebooks"
Ghazal MATCHES FOR "raag darbari ebooks"
Ghazal
sunaa rahe.n hai.n ye aKHbaar raag darbaarii
hamaare qatl ko bhii haadisa bataa de.nge
Raaz Dehalvi
Ghazal
baj rahaa har bazm me.n ab raag darbaarii faqat
kis kii jur.at hai ki gaa.e raag ab malhaar kaa
Sada Ambalvi
Ghazal
aahe.n bharegaa kab ko.ii phuulo.n ko dekh kar
aa.egaa kab kisii me.n bhalaa dilbarii kaa ra.ng
Minu Bakshi
Ghazal
Charagh Barelvi
Ghazal
'maKHfii' qazaa ne raah me.n ham ko miTaa diyaa
andesha-e-daraazii-e-manzil nahii.n rahaa
Rasool Jahan Begam Makhfi Badayuni
Ghazal
ko.ii bataa.e ki ye ra.ng-e-dostii kyaa hai
vo shaKHs puuchh rahaa hai ki dilbarii kyaa hai
Niyaz Husain Lakhwera
Ghazal
tum KHud hii chale aa.oge shaayad sar-e-manzil
ik raah nikaalii hai mirii dar-badarii ne
Shahab Sarmadi
Ghazal
gulo.n ko rang sitaaro.n ko raushnii ke liye
KHudaa ne husn diyaa tum ko dilbarii ke liye
Waheed Arshi
Ghazal
uThaa.e phirte hai.n kab se azaab-e-dar-badrii
ab is ko vaqf-e-rah-e-yaar karnaa chaahte hai.n
Saleem Kausar
Ghazal
jalaa kar rakh diyaa hai us ne shahr-e-aarzuu meraa
tiraa darbaan aslii vaaris-e-cha.ngez hai saaqii
Qazi Ghulam Mohammad
Ghazal
us se duurii kaa natiija hai mirii dar-ba-darii
us kii qurbat se hii ab raah dikhaa.ii degii
Mohammad Afzal Khan
Ghazal
Abdul Aleem Aasi
Ghazal
jaada-e-raah-e-mohabbat kii daraazii mat puuchh
manzil-e-shauq kaa har zarra bayaabaa.n niklaa
Zafar Ahmad Siddiqi
Ghazal
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
ye zaruurii to nahii.n saamne aa kar khele.n
kuchh khilaa.Dii pas-e-darbaar bhii rah sakte hai.n
Sayyad Musa Kazim
Ghazal
aashnaa.ii ko rang-e-aashiqii ataa karke
chaliye is takalluf ko dilbarii banaa Daale.n
Zaki Tariq Barabankavi
Ghazal
letii ga.ii thii ham se sabaa zauq-e-dilbarii
detii ga.ii thii lazzat-e-be-rah-ravii hame.n
Javed Kamal Rampuri
Ghazal
siilan ko raah mil ga.ii diimak ko sair-gaah
anjaam dekh liijiye ghar kii daraar ke