SEARCH RESULTS
Showing search results for "raasikh"
Ghazal MATCHES FOR "raasikh"
Ghazal
Rasikh Shahid
Ghazal
phir vahii zikr hai arbaab-e-karam kaa 'raasiKH'
ham samajhte hai.n ye andaaz-e-savaal achchhaa hai
Mohammad Yusuf Rasikh
Ghazal
zamzam haram se aataa hai 'raasiKH' ke vaaste
vo KHaana-e-KHudaa hai vahaa.n kuchh kamii nahii.n
Mohammad Yusuf Rasikh
Ghazal
zaKHm-e-kuhan apnaa hu.aa naasuur pe 'raasiKH'
marham ke kisuu se na talabgaar hu.e ham
Rasikh Azimabadi
Ghazal
'raasiKH' kii zabaa.n par ho dam-e-marg ye misra
mahbuub kii ummat me.n huu.n banda huu.n KHudaa kaa
Mohammad Yusuf Rasikh
Ghazal
kabhii botal ko uThaataa hai kabhii saaGar ko
nahii.n maaluum ki 'raasiKH' kaa iraada kyaa hai
Mohammad Yusuf Rasikh
Ghazal
use to merii mohabbat kaa paas thaa hii nahii.n
vo ro rahaa thaa magar vo udaas thaa hii nahii.n
Rasikh Shahid
Ghazal
Mohammad Yusuf Rasikh
Ghazal
kyuu.nkar na ahl-e-bazm me.n ai 'shaad' ho rusuuKH
nemul-badal huu.n 'raasiKH'-e-Gufraa.n-panaah kaa
Shad Azimabadi
Ghazal
is qadar mahv rahe hirs-o-havaa me.n 'raasiKH'
ab to suurat se gunahgaar nazar aate hai.n
Mohammad Yusuf Rasikh
Ghazal
guftuguu raat ye thii hashr bapaa kab hogaa
ba.Dh ke 'raasiKH' ne sar-e-bazm kahaa mere ba.ad
Mohammad Yusuf Rasikh
Ghazal
ham ne 'raasiKH' tire ustaad kaa dekhaa hai kalaam
aaj ham-sar nahii.n rakhtaa vo suKHan-daa.n apnaa
Mohammad Yusuf Rasikh
Ghazal
'raasiKH' havaa ne shaaKH se patte giraa diye
aur yaad sab kahaanii dilaa.ii tamaam raat
Rasikh Shahid
Ghazal
duKHtar-e-raz kii nigaaho.n se bachaa.e allaah
aap ne 'raasiKH'-e-mai-KHvaar kii haalat dekhii
Mohammad Yusuf Rasikh
Ghazal
kiyaa kis kii aa.nkho.n ne 'raasiKH' pe sehr
vo aage to aisaa divaanaa na thaa
Rasikh Azimabadi
Ghazal
kis bekasii kii marg hai 'raasiKH' kaa bhii marnaa
naash us kii pe ko.ii na hu.aa mahv azaa kaa
Rasikh Azimabadi
Ghazal
shab-e-firaaq ke dariyaa me.n kuud kar 'raasiKH'
tamaam qarz vafaa ke ko.ii utaar gayaa
Rasikh Irfani
Ghazal
'raasiKH' milaa hai apnii riyaazat kaa phal mujhe
naKHl-e-suKHan jo aaj miraa baaryaab hai