SEARCH RESULTS
Showing search results for "raasikh"
Nazm MATCHES FOR "raasikh"
Nazm
ishq-o-dosti
KHuub 'raasiKH' ne kahaa hai vallaah
ishq ik zor hai kaifiyyat hai
Azeemuddin Ahmad
Nazm
asar paida kar
azm-e-raasiKH ho uulul-azm ho pahle Gaafil
phir agar chaahe to patthar se sharar paidaa kar
Razi Badayuni
Nazm
watan
khet tere rashk-e-gulshan dasht tere laala-zaar
tujh ko baKHshii hai mashiyyat ne bisaat-e-zar-nigaar
Shatir Hakeemi
Nazm
ai meri hamdam-o-dam-saz
‘azm-e-raasiKH hai to andesha-e-tuufaa.n kyo.n hai
ai mirii hamdam-o-dam-saaz mirii jaan-e-nafas
Bazm Ansari
Nazm
shikwa
to.De maKHluuq KHudaa-vando.n ke paikar kis ne
kaaT kar rakh diye kuffaar ke lashkar kis ne
Allama Iqbal
Nazm
wa-yabqa-wajh-o-rabbik (hum dekhenge)
ham dekhe.nge
laazim hai ki ham bhii dekhe.nge
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aurat
jannat ik aur hai jo mard ke pahluu me.n nahii.n
us kii aazaad ravish par bhii machalnaa hai tujhe
Kaifi Azmi
Nazm
muhasara
so shart ye hai jo jaa.n kii amaan chaahte ho
to apne lauh-o-qalam qatl-gaah me.n rakh do
Ahmad Faraz
Nazm
kitaben
kitaabo.n se jo zaatii raabta thaa kaT gayaa hai
kabhii siine pe rakh ke leT jaate the
Gulzar
Nazm
bahut KHub-surat ho tum
jo kaa.nTe huu.n sab apne daaman me.n rakh luu.n
sajaa.uu.n mai.n kaliyo.n se raahe.n tumhaarii
Tahir Faraz
Nazm
KHwabon ke byopari
ham raakh liye hai.n jholii me.n
aur sar pe hai saahuukaar kha.Daa