SEARCH RESULTS
Showing search results for "rabt-e-qadiim"
Ghazal MATCHES FOR "rabt-e-qadiim"
Ghazal
be-niyaazii ye nahii.n gum-shudagii hai ai dost
ki mujhe rabt-e-qadiim-e-dar-o-sar yaad nahii.n
Ijtiba Rizvi
Ghazal
rakhe hai shiisha miraa sang saath rabt-e-qadiim
ki aaTh pahr mire dil ko hai shikast se kaam
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
kuuche me.n hijrato.n ke huu.n sab se alag-thalag
bichh.Daa vo yuu.n ki rabt-e-makaanii bhii le gayaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
jin se rabt-e-KHaas ho kyo.n mujh ko begaana kahe.n
apnaa diivaana banaayaa hai to diivaana kahe.n
Kanval M. A
Ghazal
kaash be-rabt KHayaalo.n ko bhii de paa.uu.n zabaa.n
rishta-e-lafz kahii.n TuuT gayaa hai mujh se
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
Sayyad Safdar Hussain
Ghazal
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
mai.n ne kahaa ki hijr me.n kuchh mashGala nahii.n
bole ki raat din dar-o-diivaar dekhnaa
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
paas-e-rabt-e-Gair ham se chho.D kar rasm-e-qadiim
inqalaab-e-vaz.a-daarii mehrbaa.n hone ke baad
Nazish Badayuni
Ghazal
ham to haazir hai.n par ai silsila-e-jaur-e-qadiim
KHatm kab virsa-e-ajdaad karegii duniyaa
Qateel Shifai
Ghazal
aasii ko apne daaman-e-rahmat me.n dii jagah
allaah re karam mire rabb-e-kariim kaa
Rasheed Rampuri
Ghazal
firaaq-raat me.n zinda rahe ki zinda thii
hamaarii ruuh me.n sarshaari-e-visaal-e-qadiim
Saeed Ahmad
Ghazal
Talib Dehlavi
Ghazal
yaa-rab yeh dard-mand hai kas kii nigaah kaa
hai rabt-e-mushk-o-daaG-e-svaad-e-KHutan hunuuz
Mirza Ghalib
Ghazal
rabt-e-yak-shiiraaza-e-vahshat hai.n ajzaa-e-bahaar
sabza begaana sabaa aavaara gul naa-aashnaa
Mirza Ghalib
Ghazal
iztiraab-e-umr be-matlab nahii.n aaKHir ki hai
justujuu-e-fursat-e-rabt-e-sar-e-zaanuu mujhe
Mirza Ghalib
Ghazal
Hafeez Jalandhari
Ghazal
rabt-o-be-rabtii-e-anfaas se kuchh bhii na hu.aa
ye Gubaar-e-Gam-e-dil thaa ki u.Daayaa na gayaa
Abdul Hadi Wafa
Ghazal
khaa Gazab-Gussa chhupaa aib-e-rafiiq-o-aashnaa
kaaT rabt-e-ham-nashiin-e-bad ki hai is me.n ziyaa.n