SEARCH RESULTS
Showing search results for "rafaaqat"
Ghazal MATCHES FOR "rafaaqat"
Ghazal
ha.nsii-KHushii kii rafaaqat kisii se kyaa chaahe.n
yahaa.n to miltaa nahii.n ko.ii Gam-gusaar se kam
Ambareen Haseeb ambar
Ghazal
rafaaqat kyaa kahaa.n ke mushtarak KHvaab
ki saaraa silsila shub.haat kaa thaa
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
vo jaama-zeb thaa itnaa ki takte hii rahiye
ye dil to chaahtaa thaa mustaqil rafaaqat bhii
Nasir chaudhri
Ghazal
KHaamushii mohr lagaa detii hai ho.nTo.n pe mire
is tarah bhii vo rafaaqat kaa samar detaa hai
Shabnam Waheed
Ghazal
kaise chhupaa.uu.n dil ke zaKHmo.n ko us se
aisii rafaaqat kyaa ki giraanii lagne lage
Zeb Ghauri
Ghazal
ham ki us hijr ke sahraa me.n pa.De hai.n kab se
KHema-e-KHvaab-e-rafaaqat bhii na ho to kyaa ho
Sajjad Baluch
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
vo jab aa.egaa to phir us kii rifaaqat ke liye
mausam-e-gul mire aa.ngan me.n Thahar jaa.egaa
Parveen Shakir
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
vo kyaa gayaa ki rifaaqat ke saare lutf ga.e
mai.n kis se ruuTh sakuu.ngii kise manaa.uu.ngii
Parveen Shakir
Ghazal
suntaa thaa vo bhii sab se puraanii kahaaniyaa.n
shaayad rafaaqato.n kii zaruurat use bhii thii
Mohsin Naqvi
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
baarish kii du.aa.o.n me.n namii aa.nkh kii mil jaa.e
jazbe kii kabhii itnii rifaaqat bhii bahut thii
Parveen Shakir
Ghazal
ba.ad marne ke bhii chho.Dii na rifaaqat merii
merii turbat se lagii baiThii hai hasrat merii
Ameer Minai
Ghazal
Aitbar Sajid
Ghazal
thii jis kii justujuu vo haqiiqat nahii.n milii
in bastiyo.n me.n ham ko rifaaqat nahii.n milii
Muneer Niyazi
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
de rahe hai.n tumhe.n to log rifaaqat kaa fareb
un kii taariiKH pa.Dhoge to dahal jaa.oge