SEARCH RESULTS
Showing search results for "rafta-e-raftaar-e-dost"
Ghazal MATCHES FOR "rafta-e-raftaar-e-dost"
Ghazal
Rasheed lakhnavi
Ghazal
shoKHii-e-garmii-e-raftaar dikhaate na chalo
fitna-e-hashr ko siimaab bataate na chalo
Tanvir Dehlvi
Ghazal
raftaar-o-taur-o-tarz-o-ravish kaa ye Dhab hai kyaa
pahle suluuk aise hii tere the ab hai kyaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
ik 'umr se mai.n rafta-e-raftaar-e-yaar huu.n
mujh ko ram-e-Gazaal pe hairat nahii.n hu.ii
Parvez Sahir
Ghazal
maavaraa-e-ram-o-raftaar guzartii hu.ii shaam
saa.ns letii hu.ii siine me.n utartii hu.ii shaam
Usman Alvi
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
chhuu ke aa.ii hai sabaa aaj zaruur un ke qadam
varna ye shoKHii-e-raftaar kahaa.n se aa.ii
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
baar-haa jii me.n ye aa.ii umr-e-rafta se kahuu.n
shaam hone ko hai ai bhuule musaafir ghar to aa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
agar zabaa.n se bayaa.n haal-e-Gam na ho paayaa
huzuur-e-dost mirii KHaamushii ne saath diyaa
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
lutf-e-jafaa-e-dost kaa kaise adaa ho shukriya
lazzat-e-sorish-e-jigar dene lagii du.aa ki yuu.n
S A Mehdi
Ghazal
ro ro ke shab-o-roz tire hijr me.n ai dost
ham apnii mohabbat kaa tamaashaa nahii.n karte
Naresh M. A
Ghazal
Naresh M. A
Ghazal
gul-kaarii-e-nazar ho ki ra.ng-e-jamaal-e-dost
kuchh baat thii ki ziist jahannam na ho sakii
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
sau sau tarah se tujh ko sa.nvaaraa hai husn-e-dost
sau sau tarah se rang badalte rahe hai.n ham
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
ham zamaane ke ruKH-o-raftaar kii baate.n kare.n
ab vo lutf-e-garmii-e-raftaar-e-jaanaanaa gayaa