SEARCH RESULTS
Showing search results for "rahgiir"
Ghazal MATCHES FOR "rahgiir"
Ghazal
har nazar se nazar-andaaz-shuda manzar huu.n
vo madaarii huu.n jo rahgiir nahii.n khii.nch sakaa
Umair Najmi
Ghazal
vo sa.ng-e-malaamat thaa jis ko tiraa dil kah kar
us kuuche se mujh jaisaa rah-giir uThaa laayaa
Azm Bahzad
Ghazal
yaad bhii abr-e-mohabbat kii tarah hotii hai
ek saayaa saa chalaa jaataa hai rahgiir ke saath
Saleem Kausar
Ghazal
raah-e-hastii pe chalaa maut kii manzil pe milaa
ham ko is raah ke rahgiir pe ronaa aayaa
Naushad Ali
Ghazal
Lateef Sahil
Ghazal
charaaG-e-manzil-e-fardaa jalaa.egaa ik roz
vo raahgiir jo tanhaa dikhaa.ii detaa hai
Ameer Qazalbash
Ghazal
jab nazar aataa hai apne sivaa rah-giir ko.ii
ik diyaa aur sar-e-raah jalaa detaa huu.n
Mohsin Asrar
Ghazal
tujh tak bhii pahu.nchne ke liye vaqt nahii.n thaa
kab daulat-e-duniyaa tire rah-giir uThaate
Saleem Kausar
Ghazal
Imdad Ali Bahr
Ghazal
paa.nv dekhegii na taaKHiir kaa dukh samjhegii
kaise manzil kisii rah-giir kaa dukh samjhegii
Azad Husain Azad
Ghazal
Aleena Itrat
Ghazal
rahgiir sun rahe the ye kis jashn-e-nau kaa shor
kal raat meraa zikr ye kis silsile me.n thaa
Ehsan Danish
Ghazal
ham sab hai.n raahgiir tasaadum kaa kyaa sabab
duniyaa hai shaahraah kuchh aisii galii nahii.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
varna zaKHmii ko.ii rahgiir nahii.n ho saktaa
is kamaa.n-daar kaa ye tiir nahii.n ho saktaa
Azhar Faragh
Ghazal
Aadil Farhat
Ghazal
KHairaat me.n de dete hai.n rahgiir ko jitnii
utnii bhii mohabbat mujhe bhaa.ii nahii.n detaa
Naseer Baloch
Ghazal
manzil kii dhuum dhaam se jab jii uchaT gayaa
rah-giir jaise sai.nka.Do.n rasto.n me.n baT gayaa