SEARCH RESULTS
Showing search results for "rahgiir"
Nazm MATCHES FOR "rahgiir"
Nazm
munajat-e-bewa
naam tiraa rah-giir kii lak.Dii
tuu hai Thikaanaa miskiino.n kaa
Altaf Hussain Hali
Nazm
madh
hurriyat-e-aadam kii rah-e-saKHt ke rah-giir
KHaatir me.n nahii.n laate KHayaal-e-dam-e-ta.aziir
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mulaqat meri
raaste bujh ga.e ruKHsat hu.e rahgiir tamaam
apnii tanhaa.ii se goyaa hu.ii phir raat mirii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
panghaT ki rani
maathe par sinduurii Tiikaa ra.ngiin o nuuraanii
suuraj hai aakaash me.n jis kii zau se paanii-paanii
Saghar Nizami
Nazm
adl-e-jahangiri
ko.ii shaamat-zada rahgiir udhar aa niklaa
garche thii qasr me.n har chaar taraf se qadGan
Shibli Nomani
Nazm
ghar ki raunaq
dukaane.n lauTii ga.ii.n raah-giir maare ga.e
gharo.n me.n aag lagii tifl o piir maare ga.e
Raza Naqvi Vahi
Nazm
barish
jab phisal jaataa hai ko.ii raahgiir
piiTte hai.n taaliyaa.n ban kar shariir
Tilok Chand Mahroom
Nazm
kya kahiye
rahgiir huu.n mai.n aisaa har KHam se guzartaa hai
daavat pe jo rindaan-e-KHurram se nahii.n kahtaa
Meem Hasan Lateefi
Nazm
fareb-kar shahr
taraqqiyo.n kii aa.D me.n
fareb de rahaa hai lamha lamha raahgiir ko
Kamal Jafari
Nazm
ye nafraten kyon
na chhaa.nv dekhe kisii raahgiir kaa mansab
to phir ye zahr kii buu.nde.n kahaa.n se aa.ii hai.n