SEARCH RESULTS
Showing search results for "rahgiir"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "rahgiir"
Ghazal
har nazar se nazar-andaaz-shuda manzar huu.n
vo madaarii huu.n jo rahgiir nahii.n khii.nch sakaa
Umair Najmi
Nazm
munajat-e-bewa
naam tiraa rah-giir kii lak.Dii
tuu hai Thikaanaa miskiino.n kaa
Altaf Hussain Hali
Ghazal
vo sa.ng-e-malaamat thaa jis ko tiraa dil kah kar
us kuuche se mujh jaisaa rah-giir uThaa laayaa
Azm Bahzad
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "rahgiir"
Nazm
madh
hurriyat-e-aadam kii rah-e-saKHt ke rah-giir
KHaatir me.n nahii.n laate KHayaal-e-dam-e-ta.aziir
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Lateef Sahil
Nazm
mulaqat meri
raaste bujh ga.e ruKHsat hu.e rahgiir tamaam
apnii tanhaa.ii se goyaa hu.ii phir raat mirii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
charaaG-e-manzil-e-fardaa jalaa.egaa ik roz
vo raahgiir jo tanhaa dikhaa.ii detaa hai
Ameer Qazalbash
Ghazal
jab nazar aataa hai apne sivaa rah-giir ko.ii
ik diyaa aur sar-e-raah jalaa detaa huu.n
Mohsin Asrar
Ghazal
tujh tak bhii pahu.nchne ke liye vaqt nahii.n thaa
kab daulat-e-duniyaa tire rah-giir uThaate
Saleem Kausar
Mazahiya
muDbhe.D merii ho ga.ii kal ik faqiir se
vo bhiik maa.ngtaa thaa har ik raahgiir se