SEARCH RESULTS
Showing search results for "rahn"
Ghazal MATCHES FOR "rahn"
Ghazal
us bazm me.n mujhe nahii.n bantii hayaa kiye
baiThaa rahaa agarche ishaare hu.aa kiye
Mirza Ghalib
Ghazal
hai kushaad-e-KHaatir-e-vaa-basta dar rahn-e-suKHan
thaa tilism-e-qufl-e-abjad KHaana-e-maktab mujhe
Mirza Ghalib
Ghazal
bikherte raho sahraa me.n biij ulfat ke
ki biij hii to ubhar kar shajar banaate hai.n
Jameeluddin Aali
Ghazal
puuchh mat rusvaa.i-e-andaaz-e-istiGnaa-e-husn
dast marhuun-e-hinaa ruKHsaar rahn-e-Gaaza thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
zabaa.n hai rahn-e-zikr-e-huur-o-Gilmaa.n
KHayaal-e-paak-daamaanii bahut hai
Mahmood rae Barelvi
Ghazal
azm ka.aba kaa tuu 'qaa.em' to kiyaa hai lekin
rahn-e-mai kiijo na vaa.n jaama-e-ehraam kahii.n
Qayem Chaandpuri
Ghazal
jalva-e-yaar ne behosh kiyaa hai mujh ko
kuchh alag nashsha-e-mai se rahii Gaflat merii
Riyaz Khairabadi
Ghazal
khaa.iye ye zahr kab tak khaa.e jaatii hai ye ziist
ai ajal kab tak rahe.nge rahn-e-aab-o-daana ham
Natiq Gulavthi
Ghazal
paarsaa.ii to zaraa zaahid-e-makkaar kii dekh
rahn-e-mai KHirqa-saaluus hu.aa ai vaa.iz
Shad Lakhnavi
Ghazal
talKHii-e-ayyaam rahn-e-jaam kii
baada-KHaane me.n basar har shaam kii
Pandit Vidya Ratan Aasi
Ghazal
Shahid Ishqi
Ghazal
Hamid Husain Hamid
Ghazal
bas ik nigaah se luTtaa hai qaafila dil kaa
so rah-ravaan-e-tamannaa bhii Dar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
pahle se maraasim na sahii phir bhii kabhii to
rasm-o-rah-e-duniyaa hii nibhaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
aa.nkho.n me.n rahaa dil me.n utar kar nahii.n dekhaa
kashtii ke musaafir ne samundar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
dono.n jahaan terii mohabbat me.n haar ke
vo jaa rahaa hai ko.ii shab-e-Gam guzaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
isii roz o shab me.n ulajh kar na rah jaa
ki tere zamaan o makaa.n aur bhii hai.n