SEARCH RESULTS
Showing search results for "rainaa"
Ghazal MATCHES FOR "rainaa"
Ghazal
kuchh to ho dard kii lazzat hii sahii
terii ulfat me.n aziyyat hii sahii
Pandit Jagmohan Nath Raina Shauq
Ghazal
marnaa mariiz-e-ishq ke haq me.n shifaa hu.aa
achchhaa hu.aa najaat milii kyaa buraa hu.aa
Pandit Jagmohan Nath Raina Shauq
Ghazal
pher le.n aa.nkhe.n muravvat dekhnaa
apnii ulfat dekhnaa merii mohabbat dekhnaa
Pandit Jagmohan Nath Raina Shauq
Ghazal
diivaano.n ne diivaano.n se puuchhaa kaun hai vo
jis ke ishq me.n paagal rainaa aur shaidaa.ii shaam
Sara Khan
Ghazal
tan-e-be-jaa.n me.n ab rahaa kyaa hai
dekhiye marzi-e-KHudaa kyaa hai
Pandit Jagmohan Nath Raina Shauq
Ghazal
jaise bhii hai.n rishte-naate rahne do
mat khii.ncho ye kachche dhaage rahne do
Mahendra Raina
Ghazal
ye kis kii justujuu hai aur mai.n huu.n
maqaam-e-dasht-e-huu hai aur mai.n huu.n
Pandit Jagmohan Nath Raina Shauq
Ghazal
laa-makaa.n naam hai uj.De hu.e viiraane kaa
huu ke aalam me.n hai maskan tire diivaane kaa
Pandit Jagmohan Nath Raina Shauq
Ghazal
kaun sii vo sham.a thii jis kaa mai.n parvaana hu.aa
aur phir lau bhii lagii aisii ki diivaana hu.aa
Pandit Jagmohan Nath Raina Shauq
Ghazal
ham ko nahii.n hai dost terii zaat kaa gila
ham kar rahe hai.n gardish-e-haalaat kaa gila
Mahendra Raina
Ghazal
aatish-e-ishq-e-balaa aag lagaa.e na bane
aur ham us ko bujhaa.e.n to bujhaa.e na bane
Pandit Jagmohan Nath Raina Shauq
Ghazal
hariim-e-naaz kahaa.n aur sar-e-niyaaz kahaa.n
kahaa.n kaa sajda kise hosh hai namaaz kahaa.n
Pandit Jagmohan Nath Raina Shauq
Ghazal
Pandit Jagmohan Nath Raina Shauq
Ghazal
jo muhibbaa-e-vafaa hai.n vo vafaa karte hai.n
kuchh Garaz is se nahii.n ko.ii jafaa karte hai.n
Pandit Jagmohan Nath Raina Shauq
Ghazal
dil me.n agar na ishq-o-mohabbat kii chaah ho
naala na dard ho na fuGaa.n ho na aah ho
Pandit Jagmohan Nath Raina Shauq
Ghazal
churaa na aa.nkh ko saaqii ki baada-nosh huu.n mai.n
abhii to faisla hotaa hai ek saaGar par
Pandit Jagmohan Nath Raina Shauq
Ghazal
vafaa-shi.aar ko tuu ne zaliil-o-KHvaar kiyaa
jafaa-parast ye kyaa sheva iKHtiyaar kiyaa