SEARCH RESULTS
Showing search results for "rang-e-kamaal"
Ghazal MATCHES FOR "rang-e-kamaal"
Ghazal
har dam lahuu se sii.nchiye gulshan ko ai 'kamaal'
rangiinii-e-bahaar me.n ko.ii kamii na ho
Kamal Hyderabadi
Ghazal
ab tak na saaf aa.ii nazar ko.ii shai 'kamal'
ghar me.n bujhe charaaG bhii ham ne jalaa diye
Kamal Seetapuri
Ghazal
hazaar KHaam thii phir bhii mirii umiid 'kamal'
shabaab-e-shaam-e-tamannaa nikhaar aa.ii hai
Kamal Seetapuri
Ghazal
Kamal Seetapuri
Ghazal
zaraa sii pii thii mai-e-ishq aur itnaa suruur
qadam qadam pe 'kamal' la.Dkha.Daa rahaa hai ko.ii
Kamal Seetapuri
Ghazal
jurm kyaa hai jo rahe.n aap ke ham dil ke qariib
kyaa nahii.n rahte sitaare mah-e-kaamil ke qariib
Kamal Hyderabadi
Ghazal
Kamal Hyderabadi
Ghazal
ma.aal-e-aashiqii hai apnii hastii se guzar jaanaa
kamaal-e-zindagii hai maut se pahle hii mar jaanaa
Kamal Hyderabadi
Ghazal
Kamal Hyderabadi
Ghazal
hosh-o-KHirad bahaar me.n ruKHsat hu.e 'kamaal'
daaman rafuu kiyaa to garebaa.n kii baat hai
Kamal Hyderabadi
Ghazal
larzaa.n thaa kaa.enaat kaa dil jin se ai 'kamaal'
vo dha.Dkane.n likhii ga.ii.n mere hisaab me.n
Kamal Lakhnavi
Ghazal
Kamal Lakhnavi
Ghazal
ab jo bhii bazm-e-dost me.n pesh aa.e ai 'kamaal'
jaataa huu.n dil me.n dil kaa taqaazaa liye hu.e
Kamal Lakhnavi
Ghazal
ba.Dhtaa hai Gam kii samt masarrat se ai 'kamaal'
allah re hausle dil-e-ummiid-vaar ke
Kamal Lakhnavi
Ghazal
mire KHudaa mujhe taufiiq sar-kashii diide
KHizaa.n hai saamne kuchh zikr-e-ra.ng-o-buu kar luu.n
Arshad Kamal
Ghazal
aaj bhii apne kaf-e-dast pe tuu Gaur se dekh
phiikaa phiikaa hii sahii rang-e-hinaa huu.n mai.n bhii
Syed Nadeem Kamal
Ghazal
kuucha-e-ra.ng-e-malaamat ke sab aasaar ke saath
aa ga.e dasht me.n ham bhii dar-o-diivaar ke saath
Shahid Kamal
Ghazal
pa.D ga.ii jab kisii kii nigaah-e-karam
mere bhau.o.n me.n rang-e-kamaal aa gayaa