SEARCH RESULTS
Showing search results for "rashk-e-qamar"
Ghazal MATCHES FOR "rashk-e-qamar"
Ghazal
ai rashk-e-qamar aage tire shams-o-qamar kyaa
sau jaa.n se fidaa huu.n mai.n ye hai jaan-o-jigar kyaa
Mardan Safi
Ghazal
puuchhegaa jo vo rashk-e-qamar haal hamaaraa
ai 'mehr' chamak jaa.egaa iqbaal hamaaraa
Hatim Ali Mehr
Ghazal
uqde ulfat ke sab ai rashk-e-qamar khol diye
siina yuu.n chaak kiyaa daaG-e-jigar khol diye
Rasheed lakhnavi
Ghazal
Nasim Maysori
Ghazal
us rashk-e-qamar kii hame.n aa.ii jo nazar naaf
ham samjhe ki hai ik girah-e-muu-e-kamar naaf
Hatim Ali Mehr
Ghazal
kis ke ghar jaa.egaa vo rashk-e-qamar aaj kii raat
chaa.nd niklegaa KHudaa jaane kidhar aaj kii raat
Shaheer Machlishahri
Ghazal
jalva-farmaa hai jo vo rashk-e-qamar aaj kii raat
misl-e-firdaus hai raushan miraa ghar aaj kii raat
Sabir Rampuri
Ghazal
raat din chain ham ai rashk-e-qamar rakhte hai.n
shaam avadh kii to banaras kii sahar rakhte hai.n
Lala Madhav Ram Jauhar
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
Mohammad Zakariyya Khan
Ghazal
Lala Kanji Mal Saba
Ghazal
vo rashk-e-mehr-o-qamar ghaat par nahii.n aataa
kabhii a.ndhere-ujaale nazar nahii.n aataa
Imdad Ali Bahr
Ghazal
Rehana Qamar
Ghazal
na chaahtaa hai ki tiir-o-kamaa.n kii baat karuu.n
na apne haath me.n shamshiir chaahtaa hai dil
FaIyaz Rashk
Ghazal
ai 'rashk' ho jis se dil-e-dariyaa mutalaatum
aisaa ko.ii andaaz hii tuufaa.n me.n nahii.n hai
Sultan Rashk
Ghazal
rasm-e-shabbiirii davaam-e-ziist hai sultaan-'rashk'
ziist karnii hai agar to sarfaroshaana karo
Sultan Rashk
Ghazal
raushnii pahle bhii hotii thii magar 'sultaan-rashk'
aaftaab-e-subah-e-aazaadii kaa manzar aur hai