SEARCH RESULTS
Showing search results for "rashk-e-qamar"
Nazm MATCHES FOR "rashk-e-qamar"
Nazm
wo waqt jo yaron mein guzar jae
vo rashk-e-qamar shab ko jahaa.n jalvaa-fazaa ho
us raat ke raushan ke liye nuur-e-sahar jaa.e
ismatullah ismat beg
Nazm
chand ki fariyaad
sher me.n, rashk-e-qamar lailaa ko farmaane lage
tube-light ko hilaal-e-iid batlaane lage
Khalid Irfan
Nazm
KHwabon ki rakh
baarhaa terii nigaaho.n kaa fusuu.n jaag uThaa
jhilmilaate hu.e taaro.n me.n mirii rashk-e-qamar
Nazm
be-wafa kaise banun
KHalvat-e-Gam ke dariicho.n pe ye dastak kaisii
ai mirii faKHr-e-vafaa rashk-e-chaman jaan-e-hayaa
Imtiyaz Ahmad Qamar
Nazm
qissa-e-chahaar-KHwab
bastiyo.n se duur sahraa ke nazaare KHema-zan
halqa-e-yaaraa.n me.n kitne naaznii.n naazuk kamar
Qamar Jameel
Nazm
qutub-minar
teraa maskan arz-e-dillii rashk-e-husn-e-koh-e-qaaf
chaa.nd-suuraj roz tere gird karte hai.n tavaaf
Rahbar Jaunpuri
Nazm
dakan
jahaa.n kii zamii.n rashk-e-charKH-e-kuhan hai
jahaa.n shoKHiyaa.n hai.n adaa hai phaban hai
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Nazm
surod-e-zindagi
zindagii dasht-o-bayaabaa.n be-KHabar ke vaaste
rashk-e-sad-baaG-e-iram ahl-e-nazar ke vaaste
Sabir Abuhari
Nazm
naghma-e-watan
KHushnumaa vaadiyaa.n terii rashk-e-chaman
KHushbu.o.n se mo.attar tiraa pairahan
Abrar Kiratpuri
Nazm
irfan
sarzamii.n mulk kii in se hai rashk-e-arsh-e-barii.n
Thokaro.n me.n hai.n in kii vaziir-o-amiir
Alqama Shibli
Nazm
ai dil-e-be-KHabar
vo to KHushbuu thaa agle nagar jaa chukaa
chaa.ndnii thaa hu.aa sarf-e-ra.ng-e-qamar
Amjad Islam Amjad
Nazm
14-August
na chaate.ngii hamaaraa KHuu.n mashiine.n
bane.ngii rashk-e-jannat ye zamiine.n
Habib Jalib
Nazm
abr-o-baad
karaahte rahe raahii pukaarte rahe KHizr
Thahar sakaa na magar kaarvaan-e-najm-o-qamar
Manzoor Husain shor
Nazm
udaipur
sar-zamiin-e-padmanii gahvaara-e-prataapii bhiim
rashk-e-firdaus-e-zamaana dekhne aayaa huu.n mai.n