SEARCH RESULTS
Showing search results for "reza"
Ghazal MATCHES FOR "reza"
Ghazal
hosh aayaa to sabhii KHvaab the reza reza
jaise u.Dte hu.e auraaq-e-pareshaa.n jaanaa.n
Ahmad Faraz
Ghazal
jis tarah KHvaab mire ho ga.e reza reza
us tarah se na kabhii TuuT ke bikhre ko.ii
Parveen Shakir
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
vo reza reza mire badan me.n utar rahaa hai
mai.n qatra qatra usii kii aa.nkho.n ko pii rahaa huu.n
Mohsin Naqvi
Ghazal
mai.n reza reza badan kaa uThaa rahaa huu.n 'adiim'
vo to.D hii to gayaa apnii iltijaa se mujhe
Adeem Hashmi
Ghazal
mai.n reza reza u.Dtaa phiruu.ngaa havaa ke saath
sadiyo.n me.n jhaa.nk kar bhii mujhe dekhnaa to hai
Jameel Malik
Ghazal
vo jo mujh me.n ek ikaa.ii thii vo na ju.D sakii
yahii reza reza jo kaam the mujhe khaa ga.e
Khursheed Rizvi
Ghazal
mai.n reza reza to hotaa huu.n har shikast ke ba.ad
magar niDhaal bahut der tak nahii.n rahtaa
Noon Meem Danish
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
ra.ng ne gul se dam-e-arz-e-pareshaanii-e-bazm
barg-e-gul reza-e-miinaa kii nishaanii maa.nge
Mirza Ghalib
Ghazal
qsimat-e-shaa.ir-e-siimaab-sifat dasht kii maut
qiimat-e-reza-e-almaas-e-hunar sannaaTaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
vo lamha jis ne mujhe reza-reza kar Daalaa
kisii ke bas me.n jo hotaa to Tal bhii saktaa thaa
Shayar Jamali
Ghazal
dekhnaa us kii tajallii kaa jise manzuur hai
sa.ng-reza bhii nazar me.n us kii koh-e-tuur hai