SEARCH RESULTS
Showing search results for "reza"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "reza"
Ghazal
hosh aayaa to sabhii KHvaab the reza reza
jaise u.Dte hu.e auraaq-e-pareshaa.n jaanaa.n
Ahmad Faraz
Ghazal
jis tarah KHvaab mire ho ga.e reza reza
us tarah se na kabhii TuuT ke bikhre ko.ii
Parveen Shakir
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "reza"
Ghazal
vo reza reza mire badan me.n utar rahaa hai
mai.n qatra qatra usii kii aa.nkho.n ko pii rahaa huu.n
Mohsin Naqvi
Ghazal
mai.n reza reza badan kaa uThaa rahaa huu.n 'adiim'
vo to.D hii to gayaa apnii iltijaa se mujhe
Adeem Hashmi
Ghazal
mai.n reza reza u.Dtaa phiruu.ngaa havaa ke saath
sadiyo.n me.n jhaa.nk kar bhii mujhe dekhnaa to hai
Jameel Malik
Nazm
raqs
kulfato.n kaa sa.ng-reza ek bhii rahne na paa.e!
ai mirii ham-raqs mujh ko thaam le
Noon Meem Rashid
Ghazal
vo jo mujh me.n ek ikaa.ii thii vo na ju.D sakii
yahii reza reza jo kaam the mujhe khaa ga.e
Khursheed Rizvi
Ghazal
mai.n reza reza to hotaa huu.n har shikast ke ba.ad
magar niDhaal bahut der tak nahii.n rahtaa
Noon Meem Danish
Nazm
main aur tu
usii diivaar kaa pindaar hai reza reza
dhuup niklii hai magar jaane kahaa.n hai saaya
Ahmad Faraz
Nazm
hasan kuza-gar(3)
tamaam reza reza ho ke rah ga.e the
mere apne-aap se firaaq me.n