SEARCH RESULTS
Showing search results for "riyaal"
Ghazal MATCHES FOR "riyaal"
Ghazal
ko.ii diinaar na dirham na riyaal achchhaa hai
jo zaruurat me.n ho maujuud vo maal achchhaa hai
Adeem Hashmi
Ghazal
riyaal-e-KHvaab luTaatii hai dono.n haatho.n se
amiir-e-shauq mujhe aazmaanaa chaahtii hai
Arshad Abdul Hamid
Ghazal
magar ye ahl-e-riyaa kis qadar barahna hai.n
galiim o dalq o abaa o qabaa ke hote hu.e
Ahmad Faraz
Ghazal
munaafiqiin-e-tasavvuf kii maut huu.n mai.n 'alii'
har ik asiil har ik be-riyaa ke saath huu.n mai.n
Ali Zaryoun
Ghazal
sidq-o-safaa ne mujh ko kiyaa hai bahut KHaraab
makr-o-riyaa zaruur sikhaa diijiye mujhe
Abdul Hamid Adam
Ghazal
ye pairahan jo mirii ruuh kaa utar na sakaa
to naKH-ba-naKH kahii.n paivast resha-e-dil thaa
Fahmida Riaz
Ghazal
thii nigah merii nihaa.n-KHaana-e-dil kii naqqaab
be-KHatar jiite hai.n arbaab-e-riyaa mere ba.ad
Mirza Ghalib
Ghazal
Aalam Nizami
Ghazal
kyaa zohd ko maanuu.n ki na ho garche riyaa.ii
paadaash-e-amal kii tama-e-KHaam bahut hai
Mirza Ghalib
Ghazal
jo mujh me.n chhupaa meraa galaa gho.nT rahaa hai
yaa vo ko.ii ibliis hai yaa meraa KHudaa hai
Fahmida Riaz
Ghazal
sun ke ash’aar mire sab yahii kahte hai.n 'riyaaz'
is kii qismat hai burii aur tabii'at achchhii
Riyaz Khairabadi
Ghazal
Fahmida Riaz
Ghazal
bataa rahii hai ye taqriib-e-mimbar-o-mehraab
ki muttaqii o riyaa-kaar jhuuT bolte hai.n