SEARCH RESULTS
Showing search results for "rob"
Ghazal MATCHES FOR "rob"
Ghazal
aa jaa.e.n rob-e-Gair me.n ham vo bashar nahii.n
kuchh aap kii tarah hame.n logo.n kaa Dar nahii.n
Hairat Allahabadi
Ghazal
rusvaa-e-jahaa.n kartaa hai ro ro ke hame.n tuu
ham tujhe kuchh ai diida-e-nam kah nahii.n sakte
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
'naatiq' jalaal me.n bhii asar is qadar nahii.n
ro'b-e-jamaal qalb pe taarii hai jis tarah
Natiq Lakhnavi
Ghazal
jalaal-e-ro'b hai 'naatiq' jamaal par us ke
vo be-naqaab kabhii be-naqaab ho na sakaa
Natiq Lakhnavi
Ghazal
ehtiraam-e-husn kahiye yaa use rob-e-jamaal
un kaa parde se nikalnaa thaa ki mai.n behosh thaa
Aarif Naqshbandi
Ghazal
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Ghazal
ho rahaa hai ye ayaa.n KHauf-zada chehre se
ro'b Gaalib to miraa aaj bhii tum par hai miyaa.n
Alimuddin Aleem
Ghazal
shab-e-firaaq kaa chhaayaa hu.aa hai rob aisaa
bulaa bulaa ke thake ham qazaa nahii.n aa.ii
Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz
Ghazal
Nadeem Malik
Ghazal
'ajiib ro'b kaa 'aalam hai KHauf me.n hai yaziid
asar kuchh aisaa hii biimaar ke bayaan me.n hai
Syed Waseem Naqvi
Ghazal
galiim-e-kohna hai jhuggii hai ruukhii-suukhii hai
faqiir-e-gosha-nashii.n ro’b-o-daab kyaa jaane
Bartar Madrasi
Ghazal
har ro'b-e-husn daab-e-mohabbat mizaaj-e-‘ishq
rakhtaa hai sar-basar ko.ii KHuubii kamaal kii
Bishan Dayal Shad Dehlvi
Ghazal
ye ro'b-e-husn ye shaan-e-jamaal kyaa kahnaa
vo saamne hai.n magar dekhne kii taab nahii.n
Haqqi Hazeen
Ghazal
Galat ki merii nigaaho.n ko paarsaa kahiye
ye ro'b-e-husn se uThtii nahii.n hai.n kyaa kahiye