SEARCH RESULTS
Showing search results for "rob"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "rob"
Ghazal
aa jaa.e.n rob-e-Gair me.n ham vo bashar nahii.n
kuchh aap kii tarah hame.n logo.n kaa Dar nahii.n
Hairat Allahabadi
Mazahiya
Zia-ul-Haq Qasmi
Ghazal
rusvaa-e-jahaa.n kartaa hai ro ro ke hame.n tuu
ham kuchh tujhe ai diida-e-nam kah nahii.n sakte
Bahadur Shah Zafar
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "rob"
Ghazal
Mohammad Yusuf Rasikh
Ghazal
zindagii me.n be-adab hone na de tuu ro'b-e-husn
KHaak hai merii pas-az-marg aur daaman yaar kaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
jalaal-e-ro'b hai 'naatiq' jamaal par us ke
vo be-naqaab kabhii be-naqaab ho na sakaa
Natiq Lakhnavi
Salam
sirf zainab kaa vo KHutba sar-e-darbaar na thaa
ro'b haidar kaa bhii thaa jur.at-e-iz.haar ke saath
Peer Syed Naseeruddin Naseer Gilani
Sher
shab-e-firaaq kaa chhaayaa hu.aa hai rob aisaa
bulaa bulaa ke thake ham qazaa nahii.n aa.ii
Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz
Ghazal
kaTaa thaa roz-e-musiibat KHudaa KHudaa kar ke
ye raat aa.ii ki sar pe mire 'azaab aayaa
Mardan Ali Khan Rana
Ghazal
ehtiraam-e-husn kahiye yaa use rob-e-jamaal
un kaa parde se nikalnaa thaa ki mai.n behosh thaa
Aarif Naqshbandi
Ghazal
afsar ko diije ghar pe bulaa daavat-e-nigaah
daftar me.n jaa ke ro'b phir apnaa jamaa.iye







