SEARCH RESULTS
Showing search results for "rokne"
Ghazal MATCHES FOR "rokne"
Ghazal
kis kaa hai KHauf rokne vaalaa hii kaun hai
har roz kyuu.n na jaa.iye mehmaan jaa.iye
Dagh Dehlvi
Ghazal
jaane vaalo.n ko kahaa.n rok sakaa hai ko.ii
tum chale ho to ko.ii rokne vaalaa bhii nahii.n
Aslam Ansari
Ghazal
jaan le jaa.egaa aanaa shab-e-tanhaa.ii kaa
kaun ab rokne vaalaa hai mirii aa.ii kaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
rokne vaalaa na thaa ko.ii KHudaa ko is liye
jo kuchh aayaa us ke jii me.n be-muhaabaa kar diyaa
Hari Chand Akhtar
Ghazal
Amir Usmani
Ghazal
gul-faroshii se unhe.n ham rokne vaale hai.n kaun
ham chaman ke log hai.n vo baaGbaa.n ke log hai.n
Iqbal Azeem
Ghazal
baa.ndh kar teG o kafan jaate hai.n us qaatil ke paas
ham bhii dekhe.n rokne vaalaa hamaaraa kaun hai
Aagha Akbarabadi
Ghazal
us ko bhuuluu.n bhii to kaise bhuuluu.n mai.n
ha.nste ha.nste rone vaalii aa.nkhe.n thii.n
Sadiya Safdar Saadi
Ghazal
na ko.ii rokne vaalaa na ko.ii Tokne vaalaa
akele aa.ine ke saamne ha.ns le.n kabhii role.n
Khalid Sharif
Ghazal
KHaak-e-aashiq rokne ko duur tak lipTii ga.ii
jab samand-e-naaz ko vo garm-jaulaa.n le chalaa
Hasan Barelvi
Ghazal
zabt aa.nsuu jab kiye to uchhlaa chehre par lahuu
Gam kii mauje.n rokne se raasta paidaa kare.n
Saba Akbarabadi
Ghazal
dayaa dam naza.a me.n go aap ne par ruuh chal niklii
kisii ke rokne se jaane vaale kab Thaharte hai.n
Lala Madhav Ram Jauhar
Ghazal
KHaak-e-aashiq rokne ko duur tak lipTii ga.ii
jab samand-e-naaz ko vo garm-jaulaa.n le chalaa