SEARCH RESULTS
Showing search results for "rokne"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "rokne"
Sher
kis kis kii zabaa.n rokne jaa.uu.n tirii KHaatir
kis kis kii tabaahii me.n tiraa haath nahii.n hai
Ehsan Danish Kandhlvi
Sher
jaane vaale ko kahaa.n rok sakaa hai ko.ii
tum chale ho to ko.ii rokne vaalaa bhii nahii.n
Aslam Ansari
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "rokne"
Ghazal
jaan le jaa.egaa aanaa shab-e-tanhaa.ii kaa
kaun ab rokne vaalaa hai mirii aa.ii kaa
Dagh Dehlvi
Sher
abhii se raasta kyuu.n rokne lagii duniyaa
kha.De hu.e hai.n abhii apne ruu-ba-ruu ham log
Irfan Siddiqi
Nazm
lahu nazr de rahi hai hayat
na.e KHayaal kii parvaaz rokne vaalo
na.e avaam kii talvaar kaun rokegaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
rokne vaalaa na thaa ko.ii KHudaa ko is liye
jo kuchh aayaa us ke jii me.n be-muhaabaa kar diyaa
Hari Chand Akhtar
Nazm
ajnabi
tuu jahaa.n jaatii hai jaa, rokne vaalaa mai.n kaun
apne raste me.n magar sham.a jalaa lene de
Kaifi Azmi
Ghazal
Amir Usmani
Ghazal
gul-faroshii se unhe.n ham rokne vaale hai.n kaun
ham chaman ke log hai.n vo baaGbaa.n ke log hai.n
Iqbal Azeem
Ghazal
baa.ndh kar teG o kafan jaate hai.n us qaatil ke paas
ham bhii dekhe.n rokne vaalaa hamaaraa kaun hai
Aagha Akbarabadi
Ghazal
us ko bhuuluu.n bhii to kaise bhuuluu.n mai.n
ha.nste ha.nste rone vaalii aa.nkhe.n thii.n
Sadiya Safdar Saadi
Ghazal
KHaak-e-aashiq rokne ko duur tak lipTii ga.ii
jab samand-e-naaz ko vo garm-jaulaa.n le chalaa