SEARCH RESULTS
Showing search results for "ruko"
Ghazal MATCHES FOR "ruko"
Ghazal
Umair Najmi
Ghazal
mela yuu.n hii rahe ye sar-e-rahguzaar-e-ziist
ab jaam saamne hii rakho mai.n nashe me.n huu.n
Saghar Siddiqui
Ghazal
sunaa hai maut mudaavaa hai ziist ke Gam kaa
ruko mai.n jaan se jaataa huu.n aur dekhtaa huu.n
Mumtaz Gurmani
Ghazal
dil aatish-e-hijraa.n se jalaanaa nahii.n achchhaa
ai sho.ala-ruKHo aag lagaanaa nahii.n achchhaa
Bhartendu Harishchandra
Ghazal
jii me.n hai yaad ruKH-o-zulf-e-siyah-faam bahut
ronaa aataa hai mujhe har sahar-o-shaam bahut
Meer Taqi Meer
Ghazal
manzil-e-daar-o-rasan bhii hai ruKH-o-zulf ke ba.ad
dekhiye shauq hame.n le ke kahaa.n tak pahu.nche
Kaleem Aajiz
Ghazal
Muneer Shikohabadi
Ghazal
zaraa ruko ko.ii baguula uTh ke raqs to kare
ham ahl-e-dasht ke liye bhii rahnumaa to chaahiye
Zeb Ghauri
Ghazal
kahte hai.n log sabr kaa hotaa hai miiThaa phal
Thahro ruko suno tumhe.n ujlat na maar de
Syed John Abbas Kazmi
Ghazal
mai.n us se baat to kar luu.n ruko zaraa 'saadiq'
mire daro.n se sadaa.e.n lagaa rahaa hai ko.ii
Ahtamam Sadiq
Ghazal
mar jaa.uu.ngaa KHayaal-e-ruKH-o-zulf yaar me.n
aa jaa.egii ajal isii lail-o-nahaar me.n
Goya Faqir Mohammad
Ghazal
phir jaane ham mile.n na mile.n ik zaraa ruko
mai.n dil ke aa.ine me.n ye manzar sameT luu.n
Ajmal Ajmali
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
is zulf-o-ruKH-o-lab pe unhe.n kyuu.n na ho naKHvat
taataar hai un kaa halab un kaa yaman un kaa
Akbar Allahabadi
Ghazal
laa.e.nge raah par ye ruKH-o-zulf ek din
dekhe.nge shaam tak miraa rasta sahar se aap
Imdad Ali Bahr
Ghazal
haTo ki raste nikaalne hai.n pahaa.Diyo.n se
ruko ki pairo.n se ek kaa.nTaa nikaalnaa hai
Saleem Siddiqui
Ghazal
ai maah-visho laala-ruKHo vasl kii ham ko
KHvaahish to hai be-shak magar ibraam nahii.n hai