SEARCH RESULTS
Showing search results for "ruko"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ruko"
Ghazal
ruke to gardishe.n us kaa tavaaf kartii hai.n
chale to us ko zamaane Thahar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Umair Najmi
PAGE MATCHES FOR "ruko"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "ruko"
Ghazal
zaraa ruko ko.ii baguula uTh ke raqs to kare
ham ahl-e-dasht ke liye bhii rahnumaa to chaahiye
Zeb Ghauri
Ghazal
kahte hai.n log sabr kaa hotaa hai miiThaa phal
Thahro ruko suno tumhe.n ujlat na maar de
Syed John Abbas Kazmi
Ghazal
phir jaane ham mile.n na mile.n ik zaraa ruko
mai.n dil ke aa.ine me.n ye manzar sameT luu.n
Ajmal Ajmali
Ghazal
mai.n us se baat to kar luu.n ruko zaraa 'saadiq'
mire daro.n se sadaa.e.n lagaa rahaa hai ko.ii
Ahtamam Sadiq
Sher
piichhe piichhe mire chalne se ruko mat saahib
ko.ii puuchhegaa to kahiyo ye hai naukar meraa
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
haTo ki raste nikaalne hai.n pahaa.Diyo.n se
ruko ki pairo.n se ek kaa.nTaa nikaalnaa hai