SEARCH RESULTS
Showing search results for "ruu-e-zamii.n"
Ghazal MATCHES FOR "ruu-e-zamii.n"
Ghazal
tamaam ruu-e-zamii.n par sukuut chhaayaa thaa
nuzuul kaisii qayaamat kaa hone vaalaa thaa
Rafiq Raaz
Ghazal
Rohit Soni Tabish
Ghazal
jab se be-rang saa kuchh ruu-e-zamii.n ho gayaa hai
aasmaa.n pahle se kuchh aur hasii.n ho gayaa hai
Haneef Najmi
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
har zaKHm qaafile kii guzargaah meraa dil
ruu-e-zamii.n pe ek lahuu kii lakiir mai.n
Farhat Ehsas
Ghazal
jinnaat vo uThe hai.n ki ruu-e-zamiin par
insaa.n ke eqtidaar kaa taKHta ulaT gayaa
Zafar Iqbal
Ghazal
agarche gosha-guzii.n huu.n mai.n shaa.iro.n me.n 'miir'
pa mere shor ne ruu-e-zamii.n tamaam liyaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
aflaak pe taaro.n kii jhalaktii hai tilismaat
aur ruu-e-zamii.n par gul-o-raihaan tamaashaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
kuchh aisaa ko.ii kaam kare.n ruu-e-zamii.n par
logo.n ko hamesha ke liye yaad rahe.n ham
Jahangeer Khan Jauhar
Ghazal
makaan-e-dil me.n tuu masnad-nashii.n hai
munavvar tujh se sab ruu-e-zamii.n hai
Shah Khamosh Sabri
Ghazal
ahl-e-falak to suu-e-zamii.n dekhte rahe
ruu-e-zamii.n pe pahlaa qadam aadmii kaa thaa
Indr Mohan Mehta Kaif
Ghazal
ye jo phuuT bahaa hai dariyaa phir nahii.n hogaa
ruu-e-zamii.n par manzar aisaa phir nahii.n hogaa
Sarvat Husain
Ghazal
dikhlaataa aasmaa.n se hai ruu-e-zamii.n kii sair
ai rashk-e-maah terii jabii.n kaa shikan mujhe
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
thaa ruu-e-zamii.n ta.ng zi-bas ham ne nikaalii
rahne ke liye sher ke aalam me.n zamii.n aur
Meer Hasan
Ghazal
bharaa hai is qadar ai abr dil hamaaraa bhii
ki ek lahr me.n ruu-e-zamiin dariyaa ho
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
ham sair kar jo dekhaa ruu-e-zamii.n ke uupar
aasuudgii kahaa.n hai jab tak ye aasmaa.n hai
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
sukuun de na sake dasht-o-kohsaar mujhe
milaa na ruu-e-zamii.n par kabhii qaraar mujhe