SEARCH RESULTS
Showing search results for "sa.ng-e-marmar"
Ghazal MATCHES FOR "sa.ng-e-marmar"
Ghazal
ye taaj taaj-mahal ishq kii badaulat hai
vagarna ye to faqat qasr-e-sang-e-marmar thaa
Sajid Khairabadi
Ghazal
shiish-mahlo.n kii numaa.ish hai 'aziiz'
sa.ng-e-marmar kaa KHudaa KHair kare
Om Prakash Meghwanshi
Ghazal
ab parindo.n kaa vahaa.n kyaa aashiyaa.n
sang-e-marmar ke jahaa.n ghar ban ga.e
Zeenatullah Javed
Ghazal
apnii miTTii hii pe chalne kaa saliiqa siikho
sa.ng-e-marmar pe chaloge to phisal jaa.oge