SEARCH RESULTS
Showing search results for "sa.npole"
Ghazal MATCHES FOR "sa.npole"
Ghazal
Badr Wasti
Ghazal
Manzil Lohatheri
Ghazal
mujh ko Daste rahe maazii ke sa.npole har pal
merii yaado.n se na ab tak vo gharau.ndaa utraa
Mansoor Umar
Ghazal
'anjum' yahaa.n saf-aaraa hai.n jaaduu.ii sa.npole
jiinaa hai to kar sehr-shikan ek asaa haath
Qazi Abdur Rauf Anjum
Ghazal
sa.npole tiirgii ke sarsaraate phir rahe ho.nge
abhii har samt sa.Dko.n par zaraa suuraj nikalne do
Mehboob Rahi
Ghazal
hijr kaa naag hii kaafii hai mujhe Dasne ko
nit-na.e mujh se sa.npole nahii.n paale jaate
Shahzad Mughal Ajmi
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
Dasne lage hai.n KHvaab magar kis se boliye
mai.n jaantii thii paal rahii huu.n sa.npoliye
Parveen Shakir
Ghazal
aastii.n saa.npo.n kii pahne.nge gale me.n maalaa
ahl-e-kuufa ko na.ii shahr-panaahii de.nge
Parveen Shakir
Ghazal
Irfan Siddiqi
Ghazal
mai-KHaana-e-hastii me.n mai-kash vahii mai-kash hai
sa.nbhle to bahak jaa.e bahke to sa.nbhal jaa.e
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
us se kahnaa ki vo saavan me.n na ghar se nikle
haafiza ishq kaa saa.npo.n kii tarah hotaa hai
Abbas Tabish
Ghazal
Ankit Maurya
Ghazal
hai sair-gaah ye kachchii mu.nDer saa.npo.n kii
yahaa.n se kaise ko.ii raasta baanegaa
Akhtar Nazmi
Ghazal
yuu.n to tum aur bhii mashkuuk nazar aa.oge
baat karte hu.e ruk ruk ke sa.nbhle kyuu.n ho
Wali Aasi
Ghazal
us saa.nvle se jism ko dekhaa hii thaa ki bas
ghulne lage zabaa.n pe maze chaakleT ke