SEARCH RESULTS
Showing search results for "saadiq-hidaayat"
Ghazal MATCHES FOR "saadiq-hidaayat"
Ghazal
kitaab-e-ziist me.n likkhaa gayaa hai surKHii se
Gam-e-hayaat hai 'saadiq' kaa azm-e-naa-ma.aluum
Sadiq Naqvi
Ghazal
bhaTakne vaalo.n ko dekho na tum hiqaarat se
inhii.n me.n 'saalik'-e-manzil-numaa bhii milte hai.n
Salik Lakhnavi
Ghazal
sadiyo.n lahuu se dil kii hikaayat likhii ga.ii
merii vafaa ga.ii na tirii be-ruKHii ga.ii
Tasneem Faruqi
Ghazal
musalsal mujh pe ye terii inaayat maar Daalegii
kabhii furqat kabhii is darja qurbat maar Daalegii
Sabihuddin Shoaiby
Ghazal
achchhii thii yaa burii thii bas ik haal par ga.ii
ye zindagii guzarne kii shai thii guzar ga.ii
Salik Lakhnavi
Ghazal
Shifa Gwaliari
Ghazal
hariim-e-naaz hai aur ek rind-e-mai-KHaana
dar-e-qubuul hai aur laGzisho.n kaa nazraana
Syed Siddiq Hasan
Ghazal
Nisar Kubra Azimabadi
Ghazal
pa.De hai.n aql pe jo har aqiidat-ma.nd saalik kii
na jaane kaise khologe 'hidaayat' aise taalo.n ko
Hidayatullah
Ghazal
diivaangii kaa apne sar ilzaam liyaa hai
jab tujh ko bhulaayaa hai tiraa naam liyaa hai
Salik Lakhnavi
Ghazal
Abdul Majeed Salik
Ghazal
jazbe me.n suluuk aur nafii me.n hai jo isbaat
ai saalik-e-majzuub ye hai sair-e-maqaamaat
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
Shadab Anjum
Ghazal
qarno.n puraanaa vaqt ko lalkaartaa hu.aa
ik shahr hai hamaare bhii andar basaa hu.aa
Balraj Hairat
Ghazal
Gam ke haatho.n mire dil par jo samaa.n guzraa hai
haadisa aisaa zamaane me.n kahaa.n guzraa hai
Abdul Majeed Salik
Ghazal
har pal mirii hayaat kaa thaa ik pahaa.D saa
apnii sadii ke bojh ko sar par liye phiraa
Abdul Matin Jami
Ghazal
KHudaa hii jaane hayaat apnii kis tarah guzre
baGair un ke to ik pal bhii ik sadii sii lage
Danish Aligarhi
Ghazal
kaTegaa kaise bhalaa arsa-e-hayaat bataa
tire binaa to har ik pal hu.aa sadii kii tarah