SEARCH RESULTS
Showing search results for "saamaa.n-taraaz-e-naazish-e-arbaab-e-ajz"
Ghazal MATCHES FOR "saamaa.n-taraaz-e-naazish-e-arbaab-e-ajz"
Ghazal
shauq hai saamaa.n-taraaz-e-naazish-e-arbaab-e-ajz
zarra sahraa-dast-gaah o qatra dariyaa-aashnaa
Mirza Ghalib
Ghazal
vaadii-e-shauq me.n jo sho.ala-ba-daamaa.n niklaa
vaaqif-e-rasm-o-rah-e-kuucha-e-jaanaa.n niklaa
Syed Siddiq Hasan
Ghazal
aaj mai.n apne ta.aaqub me.n nikal jaa.uu.ngaa
kal mire naqsh-e-kaf-e-paa ko taras jaa.egaa tuu
Musavvir Sabzwari
Ghazal
ham past nigaaho.n kii nazar me.n to 'naziir' aah
sab arz-o-samaa kii hai gulistaan tamaashaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
naGmo.n kaa asar hotaa hai arbaab-e-tarab par
'naazir' ko rulaa detii hai zanjiir kii aavaaz
Nazir Al-Husaini
Ghazal
'e'jaaz' ko.ii puuchhne vaalaa nahii.n yahaa.n
urdu kii tarah be-sar-o-saamaa.n hai zindagii
Ejaz Ansari
Ghazal
mai.n vo fataada huu.n ki baGair-az-fanaa mujhe
naqsh-e-qadam kii tarah na ko.ii uThaa sake
Khwaja Meer Dard
Ghazal
Al-Haaj Al-Hafiz
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
Duubaa jaataa hai ye kyuu.n aaj dil-e-zaar 'shakeb'
bazm-e-ahbaab vahii aish ke saamaa.n bhii vahii
Shakeeb Rizvi
Ghazal
KHudaa-e-arz-o-samaa an-kahii kaa falsafa thaa
ye kun to aaKHirii harba hai aagahii kii taraf
Tauheed Zeb
Ghazal
na hogaa ham-safar-e-ruuh paikar-e-KHaakii
ye suu-e-arz-e-ravaa.n hogaa vo samaa kii taraf
Haidar Ali Aatish
Ghazal
kaun detaa rahaa sahraa me.n sadaa merii tarah
aaj tanhaa huu.n magar ko.ii to thaa merii tarah
Shaz Tamkanat
Ghazal
dil hamaaraa gauhar-e-Galtaan-e-bahr-e-ishq hai
dam hamaaraa shorish-e-tuufaan-e-bahr-e-ishq hai
Aarifuddin Aajiz
Ghazal
be-vaj.h ye ha.ngaam-e-bahaaraa.n to nahii.n hai
kuchh saazish-e-arbaab-e-gulistaa.n to nahii.n hai
Sufi Ayyub Zamzam
Ghazal
zabaa.n suKHan ko suKHan baa.nkpan ko tarsegaa
suKHan-kadaa mirii tarz-e-suKHan ko tarsegaa