SEARCH RESULTS
Showing search results for "sadaa-e-gumshuda"
Ghazal MATCHES FOR "sadaa-e-gumshuda"
Ghazal
baa.ns ke jangal se ho ke jab kabhii guzrii havaa
ik sadaa-e-gumshuda kii dhajjiyaa.n ginte rahe
Ashar Najmi
Ghazal
zindagii bhar na kiyaa yaad use ham ne 'sadaa'
aa ga.ii maut kii manzil to KHudaa yaad aaya
Sada Neotanvi
Ghazal
Sada Ambalvi
Ghazal
naala-e-dil hai jis ko tuu samjhe sadaa-e-saaz
kab dard-e-nau ko samjhaa tuu ai nai-navaaz hai
Sada Ambalvi
Ghazal
raahate.n Gam ke baad aatii hai.n ai 'sadaa'
Gam ba.Dii chiiz hai aadmii ke liye
Sada Neotanvi
Ghazal
na chhe.D baad-e-sabaa is qadar na chhe.D use
ha.nsii ha.nsii me.n kalii ro pa.Dii to kyaa hogaa
Sada Neotanvi
Ghazal
siikh nafrat kii na de ai 'sadaa' maz.hab ko.ii
hai usuul apnaa kiye jaa.o mohabbat sab se
Sada Ambalvi
Ghazal
sher me.n saath ravaanii ke ma.aanii bhii to bhar
ai 'sadaa' qaid tuu kuuze me.n samundar kar de
Sada Ambalvi
Ghazal
aur kuchh bhii nahii.n jab ai 'sadaa' tum se hotaa
sher likh likh ke zamaane ko sunaate jaa.o
Sada Ambalvi
Ghazal
ai 'sadaa' un kii na taqliid tuu hargiz karnaa
kar ke taqliid jo hai.n saahib-e-diivaan bane