SEARCH RESULTS
Showing search results for "sadqa-e-jaarii"
Ghazal MATCHES FOR "sadqa-e-jaarii"
Ghazal
mehmaan-saraa dil kii giraa dete hai.n pal me.n
ham sadqa-e-jaarii ko bhii jaarii nahii.n rakhte
Abbas Tabish
Ghazal
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
ham bhii raazii nahii.n the sadma-e-jaarii ke liye
aap kaa 'ishq bhii thaa vaqt-guzaarii ke liye
Zafar Iqbal
Ghazal
sadqa-e-tiirgii-e-shab se gila-sa.nj na ho
ki na.e chaa.nd isii shab se firozaa.n ho.nge
Rais Amrohvi
Ghazal
sadqa-e-ahl-e-junuu.n hai ye bahaar-e-gulshan
buu-e-gul maz.har-e-jazbaat kahaa.n thii pahle
Abrar Nghmi
Ghazal
bazm me.n KHuub luTaa.e ga.e chaahat ke gulaab
is tarah sadqa-e-ahbaab utaaraa us ne
Azm Shakri
Ghazal
aise diivaano.n ke qadmo.n ko zamii.n chuumtii hai
bastiyo.n me.n jo rahe sadqa-e-sahraa na hu.e
Baqar Naqvi
Ghazal
Unwan Chishti
Ghazal
tum ne jab zulf-e-pareshaa.n ko sa.nvaaraa hogaa
sadqa-e-husn ghaTaa.o.n ne utaaraa hogaa
Danish Aligarhi
Ghazal
mehnat kaa phal hai sadqa-o-KHairaat kyuu.n kahe.n
jiine kii ham jo paate hai.n tanKHvaah ishq hai
Ameer Imam
Ghazal
be-ruKHii ahl-e-mohabbat se ravaa tum ko nahii.n
sadqa-e-husn sahii mujh pe nigaahe gaahe
Talha Rizvi Barq
Ghazal
saadaat ko ajdaad se virse me.n milaa hai
ye 'ishq miyaa.n sadqa-o-KHairaat nahii.n hai
Meesam Naqvi
Ghazal
Qasim Ali Khan Afridi
Ghazal
qatra-e-aab ko muhtaaj kiyaa garduu.n ne
yaad-e-ayyaam ki thii.n chashma-e-jaarii aa.nkhe.n
Taashshuq Lakhnavi
Ghazal
ho.n laakh KHatar kuucha-e-dilbar na chhuTegaa
uTh saktii hai zillat bhii kahii.n mard-e-jarii se
Habeeb Moosavi
Ghazal
KHvaab ho ki bedaarii-e-aah-o-naala-o-zaarii
iKHtiyaar kii had tak iKHtiyaar karnaa thaa
Tameezuddin Tameez Dehlvi
Ghazal
ye bhii andar kaa ko.ii rog hai varna ham ko
umr-bhar hausla-e-naala-o-zaarii to na thaa