SEARCH RESULTS
Showing search results for "safho.n"
Ghazal MATCHES FOR "safho.n"
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
abhii sinaa.n ko sambhaale rahe.n aduu mere
ki un safo.n me.n kahii.n meraa sar bhii aataa hai
Mohsin Naqvi
Ghazal
hazaar safho.n kaa diivaan kaun pa.Dhtaa hai
'bashiir-badr' kaa ko.ii intiKHaab de jaa.o
Bashir Badr
Ghazal
nahii.n majaal kisii kii ki muntashir kar de
banaa chuke hai.n jo aadat safo.n me.n baiThne kii
aabid umar
Ghazal
kaisaa ye intishaar diyo.n kii safo.n me.n hai
kuchh to asar hu.aa hai havaa ke KHitaab kaa
Azhar Nawaz
Ghazal
ulTaa safo.n ko teG ne abruu-e-yaar kii
tiir-e-mizha se darham-o-barham pare hu.e
Haidar Ali Aatish
Ghazal
miTTii ke in charaaGo.n kii himmat to dekhiye
jo jaate jaate shab kii safo.n ko ulaT ga.e
Akhtar Hoshiyarpuri
Ghazal
lagaa jo piiTh me.n aa kar vo tiir thaa kis kaa
mai.n dushmano.n kii safo.n me.n na marne vaalaa thaa
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
aglii safo.n me.n ham hii rahe.n kyuu.n sadaa 'aniis'
ab ma.arke me.n us kaa bhii sar jaanaa chaahiye
Anis Dehlavi
Ghazal
Ruchi Darolia
Ghazal
na jaane kitne hii safho.n pe dil bikheraa magar
na kah sake to vo ik baat hii jo kahnii thii
Mahmood Shaam
Ghazal
Majeed Amjad
Ghazal
umr bhar mashGala jis ko ham ne kahaa
band safho.n me.n vo shaa.irii rah ga.ii
Rozina Taranekar Dighe
Ghazal
safo.n kii safe.n aashiqo.n kii ulaT de.n
qayaamat hai ye ko.ii qaamat nahii.n hai
Taban Abdul Hai
Ghazal
athar shakeel
Ghazal
taariiKH ke safho.n pe jo insaan ba.De hai.n
un me.n bahut aise hai.n jo laasho.n pe kha.De hai.n
Nazish Partap Gadhi
Ghazal
zindagii ke safho.n par KHuun aur pasiine se
aaj bas amal likhnaa phir hasiin kal likhnaa