SEARCH RESULTS
Showing search results for "sag-e-ham-naam"
Ghazal MATCHES FOR "sag-e-ham-naam"
Ghazal
vo niim naan-e-KHunuk aab aur sag-e-ham-naam
mai.n zer-e-sabz-shajar apnaa mustaqar kartaa
Afzal Ahmad Syed
Ghazal
jism ke KHol me.n ik shahr-e-anaa rakkhaa hai
naam jiivan kaa tabhii ham ne sazaa rakkhaa hai
Ibn-e-Ummeed
Ghazal
pasiijaa dil na kisii kaa hamaare ashko.n se
har aastaa.n pe liye chashm-e-tar ga.e ham bhii
A G Josh
Ghazal
Ibn-e-Insha
Ghazal
naam-e-haq duniyaa me.n raushan kar gayaa
tasht me.n saj kar jo meraa sar gayaa
Saleem Siddiqi
Ghazal
naa-aashnaa-e-haq huu.n magar justujuu to hai
asraar-e-haq ko jaan.ne kii aarzuu to hai
Divakar Rahi
Ghazal
na ko.ii naam o nasab hai na goshvaara miraa
bas apnii aab-o-havaa hii pe hai guzaara miraa
Saleem Kausar
Ghazal
Shuja Khaavar
Ghazal
ham ko 'maaruuf' agar sher savaarii detaa
to bhii paa-bos-e-sag-e-yaar utar ke hote
Maroof Dehlvi
Ghazal
ham sab sag-e-maaya hai.n haDDii pe jhapaTte hai.n
aise me.n kisii par kyaa ab KHaak asar rakhte
Hameeda Moeen Rizvi
Ghazal
shikam kii aag liye phir rahii hai shahr-ba-shahr
sag-e-zamaana hai.n ham kyaa hamaarii hijrat kyaa
Iftikhar Arif
Ghazal
aa.ii hai kuchh na puuchh qayaamat kahaa.n kahaa.n
uf le ga.ii hai mujh ko mohabbat kahaa.n kahaa.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
is shahr ko raas aa.ii ham jaiso.n kii gum-naamii
ham naam bataate to ye shahr bhii jal jaataa
Zehra Nigaah
Ghazal
zehn afsurda hu.aa aisaa ki a.asaab hai.n shal
varna ham naam-e-KHudaa qalb javaa.n rakhte hai.n
Shaukat Wasti
Ghazal
sa.ng o sag o sadaa sabhii piichhe pa.De hu.e
ik dau.D sii hai ham me.n baraabar lagii hu.ii