SEARCH RESULTS
Showing search results for "sahte"
Ghazal MATCHES FOR "sahte"
Ghazal
allaah-re fareb-e-mashiyyat ki aaj tak
duniyaa ke zulm sahte rahe KHaamushii se ham
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Habib Jalib
Ghazal
zaKHm aa.nkho.n ke bhii sahte the kabhii dil vaale
ab to abruu kaa ishaaraa nahii.n dekhaa jaataa
Mohsin Naqvi
Ghazal
kahaa.n tak jafaa husn vaalo.n kii sahte
javaanii jo rahtii to phir ham na rahte
Saqib Lakhnavi
Ghazal
aarzuu ko ruuh me.n Gam ban ke rahnaa aa gayaa
sahte sahte ham ko aaKHir ranj sahnaa aa gayaa
Akhtar Ansari
Ghazal
Wali Aasi
Ghazal
sahte rahe hai.n zulm ham ahl-e-zamiin ke
ilzaam aasmaan pe dharte rahe hai.n ham
Arshad Kakvi
Ghazal
is daGaa-baazii ko kab tak ishq me.n sahte rahe.n
bevafaa.ii kaa bhii kuchh imkaan honaa chaahiye
Aadil Farhat
Ghazal
kyaa kyaa jafaa-kasho.n pe hai.n un dilbaro.n ke zulm
aiso.n ke sahte aise sitam aise shaKHs hai.n
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
zehn o dil ke faasle the ham jinhe.n sahte rahe
ek hii ghar me.n bahut se ajnabii rahte rahe
Iffat Zarrin
Ghazal
buu.Dhe a.asaab kahaa.n sahte hai.n aulaad kaa dukh
merii takliif mirii maa.n ko bataane kaa nahii.n
Yunus Tahseen
Ghazal
vo dil kii jhiil me.n utraa thaa ek saa.at ko
ye umr ho ga.ii hai sahte is malaamat ko
Aabid Jafri
Ghazal
Munawwar Hashmi
Ghazal
jab gudgudaate hai.n tujhe ham aur Dhab se tab
sahte hai.n gaaliyaa.n tirii naa-chaar chaar paa.nch