SEARCH RESULTS
Showing search results for "sail-e-aab"
Ghazal MATCHES FOR "sail-e-aab"
Ghazal
kisii kii aa.nkho.n me.n sail-e-aab nahii.n
zindagii teraa bhii javaab nahii.n
Jalees Najeebabadi
Ghazal
ai sail-e-aab Thahar ab ke gardano.n tak rah
tano.n kii taKHtiyaa.n dhonii hai.n bas tano.n tak rah
Jawayd Anwar
Ghazal
Saail Dehlvi
Ghazal
KHizaa.n kaa jo gulshan se pa.D jaa.e paalaa
to sehn-e-chaman me.n na gul ho na laala
Saail Dehlvi
Ghazal
Saail Dehlvi
Ghazal
'arsa-e-hashr me.n kuchh gul na khilaa de ko.ii
daavar-e-hashr pe tohmat na lagaa de ko.ii
Saail Dehlvi
Ghazal
hai vaaqi.a hadaf-e-sail-e-aab thaa ko.ii aur
miraa makaan to bas raaste me.n aayaa hai
Jamal Ehsani
Ghazal
hisse me.n mere aa.ii hamesha shab-e-firaaq
har lamha-e-nashaat ko zulmat nigal ga.ii
Shahzad Husain Saail
Ghazal
Shahzad Husain Saail
Ghazal
shab-e-siyaah guzarte hii chaa.nd kahne lagaa
agar ye ab bhii na kaTtii mai.n jalne vaalaa thaa
Shahzad Husain Saail
Ghazal
chale.nge tez bahut terii yaad ke jho.nke
mai.n apnii aa.nkh me.n jab sail-e-aab dekhuu.ngaa
Zaman Kanjahi
Ghazal
sahraa.o.n me.n bhii jaa ke nazar aa.e sail-e-aab
dariyaa se duur bhii hame.n tuGyaaniyaa.n milii.n
Adeem Hashmi
Ghazal
'naziir' bastii ke logo.n ko kyo.n nahii.n ehsaas
ye sail-e-aab hai aur sirf meraa ghar hii nahii.n
nazeer Tabassum
Ghazal
Abul Hasanat Haqqi
Ghazal
abhii nikal nahii.n saktaa gharo.n se ko.ii yahaa.n
ki sail-e-aab abhii dar-ba-dar rukaa hu.aa hai
Zafar Iqbal
Ghazal
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
ek din Garq na kar de tujhe ye sail-e-vajuud
dekh ho jaa.e na paanii kahii.n sar se uu.nchaa