SEARCH RESULTS
Showing search results for "salaah"
Ghazal MATCHES FOR "salaah"
Ghazal
hai apnii ye salaah ki sab zaahidaan-e-shahr
ai 'dard' aa ke bai.at-e-dast-e-subuu kare.n
Khwaja Meer Dard
Ghazal
mai.n bevafaa huu.n Gair nihaayat vafaa shi.aar
meraa salaam liije mile.n ab usii se aap
Bekhud Dehlvi
Ghazal
salaah-e-kaar banaayaa hai maslahat se use
vagarna naaseh-e-naadaa.n kii dostii kyaa hai
Ahsan Marahravi
Ghazal
KHudii me.n gum hai KHudaa.ii talaash kar Gaafil
yahii hai tere liye ab salaah-e-kaar kii raah
Allama Iqbal
Ghazal
ye meraa aks jo Thahraa tirii nigaah me.n hai
nahii.n hai pyaar to phir kyaa tirii salaah me.n hai
Amir Ameer
Ghazal
Jaleel Manikpuri
Ghazal
pasti-e-hausla-e-shauq kii ab hai ye salaah
baiTh rahiye Gam-e-hijraa.n pe qanaa.at kar ke
Hasrat Mohani
Ghazal
sayyaad o baaGbaa.n me.n bahut hotii hai salaah
aisaa na ho kahii.n gul o bulbul me.n ja.ng ho
Lala Madhav Ram Jauhar
Ghazal
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
miltii nahii.n muraad to 'naatiq' KHayaal chho.D
merii salaah ye hai ki tuu ruuTh jaa na maa.ng
Natiq Gulavthi
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
ye bahaar ye ghaTaa.e.n ye shabaab kaa zamaana
mujhe ab to diije naaseh na salaah-e-muKHlisaana
Saeed Shahidi
Ghazal
'inshaa' se shaiKH puuchhtaa hai kyaa salaah hai
tarGiib-e-baada dii hai mujhe ai javaa.n basant
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
fel-e-hakiim ain salaah o savaab hai
saaqii agar sharaab na de sargiraa.n na ho
Shefta Mustafa Khan
Ghazal
detaa hai tark-e-ishq-e-butaa.n kii salaah tuu
vaa.iz KHudaa kare ki na tujh ko KHudaa mile
Tilok Chand Mahroom
Ghazal
ai aah-e-dil jo jaave to arsh-e-bariin ko
kahiyo salaam iisaa garduu.n-nashiin ko
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
Ghazal
dil kii mai.n kartaa nahii.n jhuuTii salaah
maal hai sarkaar kaa jad chaahiye