SEARCH RESULTS
Showing search results for "samajhiye"
Ghazal MATCHES FOR "samajhiye"
Ghazal
ganjiina-e-ma.anii kaa tilism us ko samajhiye
jo lafz ki 'Gaalib' mire ash.aar me.n aave
Mirza Ghalib
Ghazal
ik jaan-daar laash samajhiye miraa vajuud
ab kyaa dharaa hai ko.ii churaa le gayaa mujhe
Krishn Bihari Noor
Ghazal
Deepti Mishra
Ghazal
dariyaa pe ek tanz samajhiye ki tishnagii
saahil kii sard ret me.n dafnaa ga.ii mujhe
Qaisarul Jafri
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
darvaaze aaj band samajhiye suluuk ke
ye chalne vaalaa duur talak silsila na thaa
Aashufta Changezi
Ghazal
shauq se so.iye sar rakh ke mire zaanuu par
us ko mat samajhiye kuchh KHauf-o-KHatar kaa takiya
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
har ho.nT ko murjhaayaa hu.aa phuul samajhiye
har aa.nkh ko chhalkaa hu.aa paimaana kahaa jaa.e
Malikzaada Manzoor Ahmad
Ghazal
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
sochiye dil me.n to hai ishq nihaayat dushvaar
na samajhiye to yahii kaam hai aasaan bahut
Dagh Dehlvi
Ghazal
gir bhii jaa.e.n to na mismaar samajhiye ham ko
raushnii sii pas-e-diivaar samajhiye ham ko
Fuzail Jafri
Ghazal
lamhe ko zindagii ke liye kam na jaaniye
lamha guzar gayaa to samajhiye sadii ga.ii