SEARCH RESULTS
Showing search results for "samajhiye"
Nazm MATCHES FOR "samajhiye"
Nazm
nura
lab-e-la.al-e-afshaa.n se ik shai churaa lii
vo shai jis ko ab kyaa kahuu.n kyaa samajhiye
Asrarul Haq Majaz
Nazm
KHak ko main KHwar kyun karta
baraa-e-mehrbaanii apne juute khol liije
ye miTTii qabr kii hai is kii hurmat ko samajhiye
Shariq Kaifi
Nazm
kashmir
ye hamaarii zindagii hai ham hai.n is ke paasbaa.n
muKHtasar itnaa samajhiye mulk kii izzat hai ye
Jameel Ahmad Jaisi
Nazm
nasur
tazkira vaasif ne likkhaa hai kisii naasuur kaa
is ko mat qissa samajhiye shaa'ir-e-mash.huur kaa
Jabbar Wasif
Nazm
kuchh ishq kiya kuchh kaam kiya
jo ishq ko kaam samajhte the
yaa kaam se aashiqii karte the
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
zindagi se Darte ho
daur naa-rasaa.ii ke ''be-riyaa'' KHudaa.ii ke
phir bhii ye samajhte ho hech aarzuu-mandii
Noon Meem Rashid
Nazm
log aurat ko faqat jism samajh lete hain
ruuh mar jaatii hai to jism hai chaltii hu.ii laash
is haqiiqat ko samajhte hai.n na pahchaante hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
saqi-nama
samajhte hai.n naadaa.n use be-sabaat
ubhartaa hai miT miT ke naqsh-e-hayaat
Allama Iqbal
Nazm
tariq ki dua
vo soz us ne paayaa unhii.n ke jigar me.n
kushaad-e-dar-e-dil samajhte hai.n us ko
Allama Iqbal
Nazm
aadmi-nama
namruud bhii KHudaa hii kahaataa thaa barmalaa
ye baat hai samajhne kii aage kahuu.n mai.n kyaa
Nazeer Akbarabadi
Nazm
magar ye zaKHm ye marham
utaar de jo kinaare pe ham ko kashtii-e-vahm
to gird-o-pesh ko girdaab hii samajhte hai.n
Jaun Eliya
Nazm
ram
hai raam ke vajuud pe hindostaa.n ko naaz
ahl-e-nazar samajhte hai.n is ko imaam-e-hind
Allama Iqbal
Nazm
mashwara
tumhaare dil ne use muntaKHab kiyaa ki jise
tumhaare Gam ko samajhne kaa bhii shu.uur nahii.n
Kafeel Aazar Amrohvi
Nazm
ek kamra-e-imtihan mein
duusro.n ke parcho.n ko rahnumaa samajhte hai.n
shaayad is tarah ko.ii raasta hii mil jaa.e