SEARCH RESULTS
Showing search results for "samet"
Ghazal MATCHES FOR "samet"
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Aitbar Sajid
Ghazal
bikhar chukaa huu.n mai.n ab mujh ko mujtam.a kar le
tuu ab sameT bhii apnii kisii sadaa se mujhe
Adeem Hashmi
Ghazal
dil ne kiyaa hai qasd-e-safar ghar sameT lo
jaanaa hai is dayaar se manzar sameT lo
Jaun Eliya
Ghazal
TuuT kar bikhrii hu.ii talvaar ke Tuk.De sameT
aur apne haar jaane kaa sabab ma.aluum kar
Rahat Indori
Ghazal
muddat samet jumla zavaabit ho.n tai-shuda
ya.anii ta.alluqaat ubuurii banaa.uu.ngaa
Umair Najmi
Ghazal
bhalaa hu.aa ham gunaahgaaro.n ne zid nahii.n kii
sameT kar le gayaa hai naaseh savaab saare
Ahmad Faraz
Ghazal
mai.n us galii me.n gayaa aur dil o nigaah samet
'jamaal' jeb me.n jo kuchh thaa jhaa.D aayaa huu.n
Jamal Ehsani
Ghazal
vo khurdurii chaTaane.n vo dariyaa vo aabshaar
sab kuchh sameT le ga.ii apne paro.n me.n raat
Shahryar
Ghazal
mai.n ek lamhe me.n duniyaa sameT saktaa huu.n
tuu kab milegaa akele me.n ek pal likh de
Bashir Badr
Ghazal
tujhe naKHiil-e-falak se paTaKH na duu.n aaKHir
tire samet giraa hii na duu.n machaan ko mai.n
Akhtar Usman
Ghazal
Charagh Sharma
Ghazal
sameT liijiye bhiige hu.e har ik pal ko
bikhar ga.e jo ye motii to raa.egaa.n ho.nge
Ibrahim Ashk
Ghazal
lo saare shahr ke patthar sameT laa.e hai.n ham
kahaa.n hai ham ko shab o roz taulne vaalaa
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
jaatii hai dhuup ujle paro.n ko sameT ke
zaKHmo.n ko ab ginuu.ngaa mai.n bistar pe leT ke
Shakeb Jalali
Ghazal
bikhar ga.e mujhe saa.nche me.n Dhaalne vaale
yahaa.n to zaat bhii saa.nche samet Dhaltii hai