SEARCH RESULTS
Showing search results for "samet"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "samet"
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Aitbar Sajid
Ghazal
bikhar chukaa huu.n mai.n ab mujh ko mujtam.a kar le
tuu ab sameT bhii apnii kisii sadaa se mujhe
Adeem Hashmi
PAGE MATCHES FOR "samet"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "samet"
Ghazal
TuuT kar bikhrii hu.ii talvaar ke Tuk.De sameT
aur apne haar jaane kaa sabab ma.aluum kar
Rahat Indori
Ghazal
dil ne kiyaa hai qasd-e-safar ghar sameT lo
jaanaa hai is dayaar se manzar sameT lo
Jaun Eliya
Ghazal
muddat samet jumla zavaabit ho.n tai-shuda
ya.anii ta.alluqaat ubuurii banaa.uu.ngaa
Umair Najmi
Sher
hamla hai chaar suu dar-o-diivaar-e-shahr kaa
sab ja.ngalo.n ko shahr ke andar sameT lo
Jaun Eliya
Nazm
akele kamre mein
ga.ii huu.n daaman-e-dil ko KHushii se bharne magar
jahaan bhar kii udaasii sameT laa.ii huu.n
Kafeel Aazar Amrohvi
Nazm
KHadsha
mujhe ye Dar hai kisii roz tere karb samet
mai.n KHud bhii dukh ke samundar me.n duub jaa.u.ngaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
mai.n us galii me.n gayaa aur dil o nigaah samet
'jamaal' jeb me.n jo kuchh thaa jhaa.D aayaa huu.n