SEARCH RESULTS
Showing search results for "samjhaa.e.n"
Ghazal MATCHES FOR "samjhaa.e.n"
Ghazal
jab guruu jii KHud nahii.n samjhe savaal
apne shaagirdo.n ko vo samjhaa.e.n kyaa
Kaif Ahmed Siddiqui
Ghazal
Rahi Masoom Raza
Ghazal
ab kahaa.n jaa ke ye samjhaa.e.n ki kyaa hotaa hai
ek aa.nsuu jo sar-e-chashm-e-vafaa hotaa hai
Makhdoom Mohiuddin
Ghazal
Ibn-e-Safi
Ghazal
kis ko apnaa haal sunaa.e.n aap bataa.e.n
kaise dil ko ham samjhaa.e.n aap bataa.e.n
Fauziya rabab
Ghazal
anhonii kii chintaa honii kaa anyaa.e 'nazar'
dono.n bairii hai.n jiivan ke ham samjhaa.e.n tumhe.n
Zuhoor Nazar
Ghazal
abhii samjhaa.e.n kyaa tum ko abhii tum ishq me.n ho
abhii to bas du.aa.e.n lo abhii tum ishq me.n ho
Pankaj Subeer
Ghazal
dil ko sab baato.n kii hai naaseh KHabar
samjhe samjhaa.e ko bas samjhaa.e.n kyaa
Altaf Hussain Hali
Ghazal
le ke apne saath ik KHaamosh diivaane ko ham
jaa rahe hai.n hazrat-e-naaseh ko samjhaane ko ham
Qamar Jalalvi
Ghazal
samjhaa.e.n kaise dil kii nazaakat kaa maajraa
KHaamoshi-e-nazar kii KHitaabat kahaa.n se laa.e.n
Moin Ahsan Jazbi
Ghazal
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
ham apne pairo.n ko ye baat kaise samjhaa.e.n
ab us galii me.n hamaare mu'aamalaat nahii.n
Ibrahim Ali Zeeshan
Ghazal
Khalilur Rahman Azmi
Ghazal
hamaarii jaan ke piichhe pa.Daa hai
dil-e-naadaa.n ko samjhaa.e.n kahaa.n tak