SEARCH RESULTS
Showing search results for "sanaa-e-husn"
Ghazal MATCHES FOR "sanaa-e-husn"
Ghazal
jism kii qaid me.n huu.n kashmakash-e-zaat me.n huu.n
ek sikke kii tarah kaasa-e-KHairaat me.n huu.n
Sana Gorakhpuri
Ghazal
Sana Hashmi
Ghazal
KHuub uj.Daa KHuub sa.nvraa aafato.n se ye jahaa.n
taa-qayaamat ai 'sanaa' ye aaKHirii hai zindagii
Sana Hashmi
Ghazal
jahaa.n ke aish-o-tarab ko davaam hai haasil
'sanaa' se kahiye usii anjuman kii baat kare.n
Sanaullah Sana
Ghazal
sanaa-e-husn na kartii.n to aur kyaa kartii.n
mirii nigaahe.n tirii be-hijaab diid ke baa'd
Misdaque Azmi
Ghazal
haalat-e-dil me.n tiraa haath nahii.n hai ko.ii
yahii barbaadii sanam meraa muqaddar Thahrii
Sana Aslam Khan
Ghazal
ham-nafas merii to fitrat hii sanaa-e-husn hai
ishq ke bande kahaa karte hai.n diivaana mujhe
Qaisar Nizami
Ghazal
adaa-shanaas-e-nigaaraa.n hamii.n to hai.n 'az.har'
sanaa-e-husn ham ahl-e-suKHan se niklii hai
Zameer Azhar
Ghazal
chalo achchhaa hii hu.aa muft luTaa dii ye jins
ham ko miltaa sila-e-husn-e-nazar hii kitnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
mahruumii-e-hayaat kaa hal Dhuu.nDte rahe
ya.anii adaa-e-husn-e-amal Dhuu.nDte rahe
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
jins-e-vafaa kaa dahr me.n baazaar gir gayaa
jab ishq faiz-e-husn kaa haamil nahii.n rahaa
S A Mehdi
Ghazal
vo mel-jol husn o basiirat me.n ab kahaa.n
jo silsila thaa phuul kaa patthar se kaT gayaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
numaa.ish to bajaa hai jalva-e-husn-e-mujassam kii
ye laazim hai nazar shaa.ista-e-diidaar ho jaa.e