SEARCH RESULTS
Showing search results for "sanaa-e-husn"
Nazm MATCHES FOR "sanaa-e-husn"
Nazm
wahdat-ul-wujud
Gayaab-e-husn se hai 'ishq kaa shuhuud tujhe
KHudaa kare ki dikhaa.e kalii numuud tujhe
Saani Araryavi
Nazm
chand
zamii.n ke pahluu me.n tuu ne magar jagah paa.ii
luTaa ke daulat-e-husn-o-mataa.a-e-ra.anaa.ii
Fazlurrahman
Nazm
hum log
KHayaal-o-fikr ke KHvaab-aafrii.n dhu.ndalko.n me.n
ziyaa-e-husn-e-sahar-taab laa.e.nge ham log
Azmat Abdul Qayyum Khan
Nazm
waqt-e-murawwat
mirii namaaz ki hai diid ruu-e-naa-shusta
mirii namaaz ki hai tauf-e-husn-e-KHvaab-aaluud
Josh Malihabadi
Nazm
nur-jahan ka mazar
maah-e-falak-e-husn ko ye burj milaa hai
ai charKH tire husn-e-navaazish kaa gilaa hai
Tilok Chand Mahroom
Nazm
ma’zarat
barham mizaaj-e-vaqt hai ai mere ham-nashii.n
ab baargaah-e-husn me.n jhuktii nahii.n jabii.n
Ashhar Nadeemi
Nazm
mausam-e-bahaaran
har Guncha josh-e-husn se jannat-nigaah hai
har phuul hai bahisht kaa saamaa.n liye hu.e
Shadan Barabankvi
Nazm
kali-das
sharaab-e-husn luTaa.ii hai tuu ne KHum ke KHum
rahegaa kaif se sarshaar baada-KHvaar tiraa
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Nazm
zabta
kamaal-e-husn kahuu.n aib ko jahaalat ko
kabhii jagaa.uu.n na so.ii hu.ii adaalat ko