SEARCH RESULTS
Showing search results for "saniichar"
Ghazal MATCHES FOR "saniichar"
Ghazal
lucknow se shab-e-yak-shamba bareilly aate
paa.nv me.n gar na 'zariif' apne saniichar hotaa
Zareef Lakhnavi
Ghazal
sar se dayaar-e-Gam ke saniichar utaar de
ma.ngal hai jis me.n jaa ke vo jangal uThaa to laa
Natiq Gulavthi
Ghazal
Kabeer
Ghazal
ye saaniha bhii mohabbat me.n baar-haa guzraa
ki us ne haal bhii puuchhaa to aa.nkh bhar aa.ii
Nasir Kazmi
Ghazal
saraa.e par thaa dhu.aa.n jam' saarii bastii kaa
kuchh is tarah ki ko.ii saaniha bhii honaa thaa
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
vo ham-jaliis-e-saaniha-e-rahmat-e-nashaat
aasaa.ish-e-saliib-o-rasan kii shariik thii
Mustafa Zaidi
Ghazal
vo badalte hu.e maahaul kaa saa.ncha hii sahii
ko.ii sikka to nahii.n zehn ki Dhal jaa.egaa
Shaad Aarfi
Ghazal
ko.ii to saa.ncha kabhii aa.egaa raas
mai.n har ik saa.nche me.n yuu.n Dhaltaa rahaa
Sahir Hoshiyarpuri
Ghazal
Asif Banarsi
Ghazal
Nazeer Siddiqui
Ghazal
jaane kis saaniha-e-dard ke Gammaaz rahe
ahd-dar-ahd bikhartii hu.ii aavaaz rahe
Lutf-ur-rahman
Ghazal
'saanii'-e-zaar tuu ab aur karegii kyaa kyaa
aastaane pe musalsal to jabii.n-saa.ii hai
Zareena Sani
Ghazal
Gazal ke saath zamaana to chal nahii.n saktaa
nahii.n hai saa.ncha ko.ii jo ki Dhaal le mujh ko
Dr. Mobashshera Sadaf 'Ghazal'
Ghazal
saa.ncha ye zindagii hai faqat ruuh ke liye
jab Dhal chuke to saa.nche ko jaa.ez hai aa.e maut