SEARCH RESULTS
Showing search results for "sapaat"
Ghazal MATCHES FOR "sapaat"
Ghazal
taKHta-e-aab-e-chaman kyuu.n na nazar aave sapaaT
yaad aave mujhe jis dam vo nigammuud kaa ghaaT
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
hai us kaa KHat to bas siidhaa sapaaT saa
haa.n dil-lagii bhii hai is me.n kahii.n kahii.n
Mohammad Ahmad
Ghazal
Tasleem Niyazi
Ghazal
sapaaT khet hu.aa karte the yahaa.n pahle
sa.Dak kaa biij pa.Daa to makaa.n nikalne lage
Umair Najmi
Ghazal
kahaa.n ga.e vo nasheb-o-faraaz yaas-o-ummiid
sapaaT saa dil-e-viiraa.n hai dekhiye kyaa ho
Talib Chakwali
Ghazal
ye kyaa safar hai ki siidhe-sapaaT raste hai.n
kabhii to ham ko.ii pur-pech raasta dekhe.n
Khalid Shirazi
Ghazal
siidhii sapaaT raah pe chal kar na kuchh milaa
paa.e hai.n tajrabaat-o-hunar Te.Dhii raah se
Taseer Siddiqui
Ghazal
taa-qayaamat shab-e-furqat me.n guzar jaa.egii umr
saat din ham pe bhii bhaarii hai.n sahar hote tak
Mirza Ghalib
Ghazal
Ameer Khusrau
Ghazal
raat din gardish me.n hai.n saat aasmaa.n
ho rahegaa kuchh na kuchh ghabraa.e.n kyaa
Mirza Ghalib
Ghazal
ne gul ko hai sabaat na ham ko hai e'tibaar
kis baat par chaman havas-e-ra.ng-o-buu kare.n
Khwaja Meer Dard
Ghazal
ab to ham ghar se nikalte hai.n to rakh dete hai.n
taaq par izzat-e-saadaat bhii dastaar ke saath
Ahmad Faraz
Ghazal
baahar aane kii bhii sakat nahii.n ham me.n
tuu ne kis mausam me.n pinjre khole hai.n